Posts

Showing posts with the label Internet

Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa

Facebook Page Kya Hao Facebook Page Kaise Banaya jata hai

Image
hi friends social networking site facebook to ham jante he aur use bhi karte he ye bhi jante he ki ham apne facebook account par 5000 se zyada friends add nahi kar sakte to ham apne lekh ko zyada logo tak pahuchane ke liye facebook page ka paryog karte kyu ki facebook page duara jitne log chahe ham se jud sakte he aapne facebook par bahutse pages dekhe bhi honge jese abp newz ,kohram,aajtak friends aaj ham is article me facebook page kese bnaye yahi jane ge sabse pehle apne facebook account me log in kare facebook par log in karne ke bad ek page khul jayega ya page aapke facebook account ka main page (home page) he isi page me upar corner me 3 line wala icon he ise hamburger menu kehte he jisko photo me red mark kiya gya isi nishan par click kare yaha click karne par ek dusra page khul jayega ab jo page khula he is page par thoda niche jane par create new page likha hua he aap upar ke photo me dekh sakto ho jo read mark kiya hua he  ye h

Mobile Se Free Call Kaise Karte Hai

Image
Hello friends Friends is article me aap ek aisi app ke bare me janegejise ham apne iphone ya android mobile phone me install karke kisi bhi mobile number ya ledline phone par free call kar sakte vo he nanu app Vese to internet par aaj bahut si free calling apps maujud he jese Skype,imo,line,massenger etc. Jinse ham app to app audio ya fir video call kar sakte he lekin nanu free calling app se ham app to app ke alawa kisi mobile ya ledline number par bhi call kar sakte he aur ye bahut hi aasan bhi he Nanu free calling app se kisi ko bhi call karne ke liye hame zarurat he ek iphone ya android mobile phone ki aur sath hi internet ki Nanu free calling app se ham 2g, network se bhi free call kar sakte he To friends nanu free calling app se free call karne ke liye is article ko step by step follow kijiye Sabse pehle hame apne android mobile phone ka google playstore open karke nanu search karna he iske bad nanu free calling app ko install karna he Nanu free calling

You tube se Video kaise download Karey

Image
Total Videos Youtube Par Hi Kyu Milti Hai? Kya aapko pata hai ki youtube par itni sari video koun or kyu download karta hai. to mai aapko bta du ki youtube par video hum jaise log hi upload karte hai. youtube bhi blogger ki tarah paise kamana ka free tarika hai. jis tarah se aap blogger par post upload kar ke paise kamate ho. usi tarah youtube bhi aap video upload kar ke paise kama sakte ho Android Mobile Ki Screen Record Kaise Karte hain ... Internet Par Website Blog Kaise Banatey Hai ~ Youtube Se Direct Video Download Kare Bina Kisi Software Ke? Step1. Youtube par jaa kar aap jis Video ko Download karna chate ho us video ko khole. Step2. Ab jo Video ki link hai jo is prakar hoti hai https://www. youtube.com/ watch?v=yNGSPVDZgI0 isme aapko suru me jo https://www. hai usko delete karke ss linkna hai. is trha ss youtube.com/ watch?v=yNGSPVDZgI0 SS likhne ke baad Enter ki button dabaye. Step3.  ab ek naya page khulega usme Video ki Download k

Facebook account Kaise Delete Karte hai Aur Ise kaise deactivate Kartey hai

Image
Hellow Dosto, Facebook Ek Social Site hai. Aur Hum Entertainment and Gossip Online Jyadatar Isi par karte hai. Par kabhi Kabhi Kisi karan Se Esa Hota hai ki Hume Apna Account Delete karna Padta hai. Par Kuch Log Kehte hai Hame Apna Account Deactive Karna hai Actually Me Kuch Log Nhi Jaante Hai Ki Deactive aur Account Delete me Kya Anter hota hai. Dono Me Different hota hai. Es Post Ki Madad Se hum Account Ko Delete aur Deactivate Karne Ke Bare me Jaan Sakte Hai Account Deactivate Aur Account Delete Me Kya Anter hai Account Deactivate                        Deactivation Se Temporary Ya Kuch Din Ke Liye Account Delete/ Deactivate Hota hai , Permanent Nhi.  Agar Apko Facebook Chhodne ke Liye Koi Temporary Reason hai to App Apna Account Deactivate Kar Sakte hai. Deactivate ka ye Option Apko Kuch Time Ke Liye Facebook Chhodne Ke Liye Best hai.  Deactivate ke bad Koi bhi Facebook User Apko Koi Information nhi Dekh Payenge, Kyu Ki Account Deactivate ho Chuka hai.  Facebo

Apne Naam ki Ringtone kaise download kre or Bnaye puri Jankari hindi me

Image
Apne Naam ki Ringtone Download kaise kre Or Bnaye. !-------> Apne Android Mobile se paisa Kaise kmaye apne naam ki ringtone Maine Dekha hai Ki bahut se log apne naam ki ringtone Apni caaler Tune set karke rakhtey Toh aap Main aapko apne Naam ki ringtone Download karne or banana Sikhata hu toh chaliye.. Ya Tum apne Naam ki ringtone bna saktey ho Ya Download Kae saktey ho. Apne Naam Ki Ringtone Bnaye Aap apne android Mobile main Play store se Ye app Download kar lo Ringtone Vice Name Mixer Isee download karne ke baad Isme aap apne naam ki ringtone bna saktey ho. Apne Naam Ki Ringtone Download Kre Aap apne Naam ki ringtone download bhi kar saktey hai Apne naam ki Ringtone download karne ke liy aap is website per jakar FREEDOWNLOADMOBILERINGTONES.COM Search main Apna naam likhkr ringtone search kro or fir download kar lo. ya aap Direct Google per aapna naam likhkr search karo EXAMPLE-----------> Apna Naam FDMR Fir Search kar do Aab aap ko koi Dikkat agar r

What is Aadhar Card Aadhar Card Kaise Banaya Jata Hai

Image
Aadhar Card Kaise Banaya   aadhar card banane ke liye hume sabse pahle SIPY ya NSEIT ka exam dena padta hai agar aap exam dekar pass ho gye to aap ke pass SIPY , ya NSEIT ka certificate milega jise aap kisi bhi company se jud kar aadhar card bana sakte hai  Ya fir aap khuda ka company le sakte hai khud ka kampany lene se aapko jyada income hogi aur dusre company se kam karoge to aapko income kam hogi Ek mobile se Dusre mobile me Internet Data Share or Transfer kaise kare Puri jaankari Hindi Help Se ,  How To Create You Tube Channel Adhar Card Kya Hai Aadhar Card 12-digit ka unique pehchan card hota hai. aap ese free me banwa sakte hai iska koi sulk nahi hai  Aadhar Card Banane Ke Liye Kaha Jaye  aapko Aadhar card banwane ke liye aadhar card enrollment ke center pe jana hoga, Aadhar card application ka center aapke shetra mein ya aas pass ki jagha uplabd hoga. Adhar Card Banane Ke Liye in Documents Ki Jarurat Padegi  voter id card, Address Proof, ration ca

How To Chek Wifi Password Computer,Mobile Apne Computer Aur Mobile Me

Image
Internet chalana Aaj ke Time Me Aam Baat hai Aor Aajkal Har Jagha ( city ,State ) Me Wifi Network Mil Jayga . Jab Kabhi Ham Kahi Pe Wifi connect Karte H Toh Uska Password Hamare Device Me Save Ho Jata Hain . Ab Ham Janna Ki Ise kaise Jane Aor Kaise Pata Kare Iske baare me Aage Jante Hain . Wifi se internet Use Karne par Hame bhut fayda hota hai kyu ki isse Internet bhut fast chalta hain . Agar ham Kahi esi Jagha par hai jaha par Net use karne ki limit fix ho aor hame jayada use karni ho toh hame Password Recovery Software ki Jarurat hoti H . Android Mobile Ki Screen Record Kaise Karte hain Ab Agar aapke paas / Najdeek me koi bhi 4G WiFi Hotspot H aor aap 24 Hour Usko use karna chahte hain . Aor Agar Aapka Friends Connect karne ke baad bhi aapko PWD nahi bataye toh ab aap khud hi pata laga sakte ho . fir aapko bar – bar password puchne ki jarurat nahi padegi iske liye aap ab continue post padhe . Wifi Password Kaise Pata Kare Jane Android Mobile Face

Ek Mobile Me 2 Whatsap Kaise Chalatey Hain

Image
Apne android mobile me 2 whatsapp kaise chalatey hai Sabse Phele Aap Step By Step Fllow Kare STEP 1, Apne android phone me  <Parallel Space> -Multi Accounts apps install kare. Play Store Me Aap Ko Mil Jayega STEP 2. Install karne ke baad application ko open kare. STEP  3. Open hone ke baad Start pe click kare. STEP 4. Screen pe kuch application ke name show honge jaise facebook, whatsapp etc. Usi application ka name show hoga jisme hum Dual accounts use kar sakte hai. STEP  5. Whatsapp icon pe click kare. Icon pe click karne ke baad Whatsapp ki tarah ek application open hoga. STEP  6. Ab aap apne new number se Whatsapp account register kare. Aaj sabhi smartphone me dual use SIM use hota hai. Islye users chahte hai ki wo dual whatsapp bhi use kare.

How To Create You Tube Channel Puri jaankari Hindi Me

Image
Is post me mai aapko bataunga aapna YouTube channel kaise banaye aur us channel me videos upload kaise kare. Aapko ye jan kar khushi hogi hum YouTube ke videos par adsense ke ads dikha kar paise bhi kama sakte hai. Aur Traffic Bhi Pa Sakyey Jain Gaming aap aapne viewers ko gamming ki jankari de sakte hai jaise game kaise play karte hai etc. Makeup / beauty tutorials – Ye topic select karke aap aapne viewers ko beauty tips aur tutorials offer kar sakte hai. Agar aap female hai toh aapko aise videos bana na bahot hi aasan hoga. YouTube se paise kamane ke liye hume bus video recording ki skill chahiye. YouTube se paise kamane ke liye aapko sirf karna etna hai YouTube par aapna channel bana kar usme videos upload karne hai lekin ye sab karne ke liye kuch conditions hai unko aapko follow karna padega so niche wo sari conditions mention kiyi hai aap pad sakte hai. Simple words me kahe toh aapko YouTube se paise kamane ke liye aapko YouTube channel banakar usme videos uplo

Happy New year ka greeting kaise Bnaye online puri jankari hindi me

Image
Happy New year ka greeting Bnaye online Aap Apna Naam likh kar Ek Online Greeting Bna Saktey Hai.. Aapko apne naam KA greeting bnane ke liy Niche Diye gaye link per click kre! Click Here  New Year Greating Card Iss Link Per Click karne Ke Baad Ek Page Khulega Haapy New Year Greeting Kaa Jissme Mera Naam Hoga Aapko Apna naam greeting main lane ke liye Niche diye Gaye Box .ain apna Naam Likh kar Submit karna Hoga. Fir Aapke Naam Ka greeting ban jayenga! Ab Aap Us Page Ke Link ko Save Kr le Fir Aap Kisi ko bhi Apna happy new year greeting bhej saktey Hai Jo Link aapne Save ki hai aap us link ko apne Facebook ,Whatsapp etc. Per Paste Kar Saktey hai

Blog Teamplates Download Karne ke Liy Best 15 Website Hindi Help Se

Image
Blog Ka Traffic Increase Karne Ke Liy Batter Teamplates Ka Hona Very Important Hai Agar Aapka Teamplates Best Hai To Aap Ke Blog Per Traffic Increase Hoga Aur Aapke Blog Ka Look Batter Hoga To Aapke Blog Per Visitor Jyada Aayengey Aur Unki Nazro Me Aapke Jaise Blog Design Karne Ki Jagrukta Hogi Aapka Blog Teamplates Jitna Jyada Professional Hoga Utna Jyada Person Blog Ko Like Karengey Internet Par Website Blog Kaise Banatey Hai Aaj Main Aapko Ye Btata Hu Ki Teamplates Download Karne Ki 15 Best Website Aap Ye To Jaan Gaye Hongey Ki Blog Design Ke Liy Templates Kitna important Hai. To Chaliye Main start Karta Hu 5 software Jinki Jarurat Har Blogger Ko Hoti Hai Aur Download Kar Ley Blog Ke Template Ko Mobile Friendly Kaise Banate Hai Uski puri jankari hindi me Step 1, eamplates Aisi Choose Kre Jo Seo Friendly Ho Step 2. Aur Teamplates Mobile Friendly Bhi Honi Chaiye Step 3. Teamplates Full Responsive Honi Chaiye Blog Ke Liy Templates Download Karne Ki

What is Google ARA Google Ara Kya Hai Project - Assemble your mobile with google ARA project

Image
Aaj ham is post me Google ke ak khas project jiska Name hai Google ARA project par thoda discus karne ja rahe hai. Google ko to aap sabhi log jante hi honge. Google world ka top search engine hai jise ham sabhi log internet se kuchh na kuchh search karne ke liye use karte hai. Google search engine ke aur bhi bahut se Product  hai. Jaise Gmail, youtube, drive, Blogger.... .. Etc. Android Secret Codes 100 Jo ham log Android mobile use karte hai wo bhi google ka ak Product hai Jaisa ki aap log jante hi honge ki Android mobile bahut hi popular hai aur Sabse jyada smartphone me Android oprating system (OS) ka use kiya jata hai. Aapne bhi jyadatar logo ke pass android smartphone dekha hoga. Android smartphone perday lakho sell hote hai aur perday lakho mobile waste (Kharab) ho jate hai. Mai kisi aur ka example nahi leta hu maine khud apni 18+ age me bahut se phone chalaye aur unko dustbin(Kachda) me fake diya. Mere pass un mobiles ki ak photo hai jo mai upload kar raha hu aap sabhi lo

ATM, Debit Aur Credit Card Me Kya Difference Hota Hai Puri jaankari Hindi Me

Image
Hello, dosto bahut sare log aaj-kal online shopping, online payment ke liye credit, debit card ka use karate hai. Lekin kya aap janate hai ki debit aur credit card me kya difference hota hai ? Agar nahi to ye post jarur padhe.   ATM Aur Debit Card Kya Hota Hai? Atm ko automated teller machine kaha jata hai. Atm ki madad se hum apne bank account me jo paise hote hai wo kahi par bhi atm machine se nikal sakate hai. Aur to aur ATM ki madad se hum online payment bhi kar sakate hai. Atm card humare prepaid sim card ki tarah hota hai. Agar humare mobile ka balance khatam ho jaye to hum call nahi kar sakate. Waise hi agar humare bank account me paise nahi hai to hum atm card ka use nahi kar sakate. Internet Kya Hay Uski puri jankari hindi me Android Mobile se Gmail Account kaise delete and remove kare Atm card pe aapka naam aur 16 digit ka card number diya hota hai. Jab hum Atm card ka use karate hai tab aapko pin pucha jata hai. Agar aapko atm card chahiye to aap apne nazdik

Internet Kya Hay Uski puri jankari hindi me

Image
Aaj har koi internet use karata hai to aaj hum janenge internet ki puri Jankari. Iski shuruwat kaise hui. Internet ka use hum kis tarah kar sakate hai.       Internet Kya Hai? Definition: Internet Network ka network hai. Internet world ka sabse bada network hai. Internet par private vakti ka ya kisi private company ka adikar nahi hai. Internet subke liye khula hai iska koi malik nahi hai. Aaj ye har kisi ke jivan ka hissa ban gaya hai. Agar humare mobile me internet na ho to mobile kisi kam ka nahi lagata hai. Internet Insaan ki pramukha jarurat ban gayi hai. ATM, Debit Aur Credit Card Me Kya Difference Hota Hai Puri jaankari Hindi Me Android Mobile se Gmail Account kaise delete and remove kare            Internet Basic Terms? Jab bhi hum internet use karate hai to baat aati hai internet se related terms ki. 1. Browser: Agar aap ko internet ka use karana hai to aapke pass browser hona jaruri hai. Browser ye ek application hai jo internet ka use karane ke liy