Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa...

ATM, Debit Aur Credit Card Me Kya Difference Hota Hai Puri jaankari Hindi Me

Hello, dosto bahut sare log aaj-kal online shopping, online payment ke liye credit, debit card ka use karate hai. Lekin kya aap janate hai ki debit aur credit card me kya difference hota hai ? Agar nahi to ye post jarur padhe.




 ATM Aur Debit Card Kya Hota Hai?

Atm ko automated teller machine kaha jata hai. Atm ki madad se hum apne bank account me jo paise hote hai wo kahi par bhi atm machine se nikal sakate hai. Aur to aur ATM ki madad se hum online payment bhi kar sakate hai. Atm card humare prepaid sim card ki tarah hota hai. Agar humare mobile ka balance khatam ho jaye to hum call nahi kar sakate. Waise hi agar humare bank account me paise nahi hai to hum atm card ka use nahi kar sakate.

Internet Kya Hay Uski puri jankari hindi me

Android Mobile se Gmail Account kaise delete and remove kare

Atm card pe aapka naam aur 16 digit ka card number diya hota hai. Jab hum Atm card ka use karate hai tab aapko pin pucha jata hai.
Agar aapko atm card chahiye to aap apne nazdiki Bank Me Jakar Apply Kar Sakte Hain


Debit Card:
Debit card bhi same Atm card ki tarah hi hota hai. Debit card Jayda tar online payment, online shopping ke liye use kiya jata hai. Debit card ka use karane par aapke bank account se paise kum hote hai. Aur agar aapke bank account me paise nahi hai to phir aap debit card ka use nahi kar sakate.

Aur kabhi kabhi ATM Cum Debit Card bhi hota hai wo bank par depend karata hai ki wo aapko kya de rahi hai.

WiFi Password Kaise Pata Kare Apne Computer Aur Mobile Me

Net Banking Se Online Paisa Kaise Transfar Kartey Hai

Ghar baithe online mobile recharge kaise karte hai uski


Atm & Debit Card Ke Bhi Bahut Sare Prakar Hote Hai:
1. Master card
2. Maestro Card
3. Rupay Card
4. Visa Card
In card ki facility me bhi difference hota hai.




Credit Card Kya Hota Hai?

Credit Card aapko bank ya kisi financial institute se milata hai. Credit card ka use hum online payment, fund transfer, online shopping karane ke liye kar sakate hai.
Credit aur debit card me basic difference ye hota hai ki agar aapke bank account me paise nahi hai phir bhi aap payment ya shopping kar sakate hai.
Credit card ki limit hoti hai wo aapke salary ya phir aapki income par depend karati hai.
Credit Card se agar aap shopping karate hai to bad me aapko wo paise, interest (byaj) ke sath diye gaye samay me laulate padate hai. Agar aap diye gaye samay me wo paise nahi lauta pate hai to interest (byaj) badata jata hai.

Twitter Kya Hay Twitter Par Account ID Kaise Banaya



MOBILE SE FREEE ME SMS KAISE BHEJTEY HAI




Basic Difference between Credit Card and Debit Card:




Credit Card              Debit Card
Bank Account          Bank account 
                                     me paise nahi                                        ho to payment                                     nahi kar sakate. me agar paise
nahi hai phir 
bhi payment, 
online shopping 
kar sakate hai.

Bad me Byaj ke             Debit card
Sath paisa lautana       me aisi jarur
Padta hai                       Nahi Padti
                                       
Credit Card Ki       
Limit hoti hai               Debit card Ki 
Jitni Aap ki Limit         koi limit nahi
Hai utne ka                   hoti Aap ke 
Sopping kar sakte        Account me 
Hain                    .. .....     Jitne paisa
         ..........                      Hai utna ka 
                                       Sopping kar sa
                                      Ktey ho
                           





To dosto aapko ab pata chal gaya hoga ki credit card, aur debit card me kya fark hota hai.

Comments

Popular posts from this blog

The Predator (2018) Download Dual Audio Hindi 300MB HD 480p 720p Mo

Internet Par Website Blog Kaise Banatey Hai

Tubelight Full Hindi Movie Download in HD, Full HD,Mp4,3Gp Download Now