Posts

Showing posts with the label Computer

Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa...

Cashback , Promo Code , discount coupons Kod Hai Aur Kaise Use Kare

Image
Aajkl Online Competition jayada badh gaya hai aor Market Me Unlimited Online Shopping And E – commerce Website Apps Companies Aa Chuke Hai Jo Ki Ek Dusre Se Aage Nikalna Chahte Hain isliye Ek Dusre Se Aage Nikalne Ke Liye Ye Promo code , Online Coupons Code , Cashback Se Apna Business Badhate H . Internet par aap Daily Dekhte honge ki Kon – konsi Website par Kya kya Offer chal Raha hai Kon Kitna Cashback offer de rahe hain sath me Kispar Kitna Discount coupons hota hain . Inn sabhi ko Business website User Ke sath apne Experience Ko Majboot Karne Ke Liye pay karti hain . Internet par popular online shopping website Flipkart , Amazon , Snapdeal , eBay And Popular Money E Wallet Paytm , FreeCharge , Oxigen wallet , Pockets , mobikwik , And Other Bhut Se Ese Android Application Hain …… …… Jaha par aapko Promo code And Discount Coupons Code , Cashback offer mil jayga . Top eWallet Service providers And best mobile wallet in india list * PAYTM * FREECHARGE * POCK...

Computer Kya Hai Uski Puri Jaankari Aur Introduction

Image
Jis kisi ke bhi pass computer hai wo computer, windows computer hone ki sambhawna sabse jada hai.Isliye iss post me aj mai Windows computer ki basic jankari par charcha karunga.Windows computer ki jankari lene se pahle ye samajh lete hai ki akhir windows kise kahte hai. Windows kise kahate Hai Microsoft company Operating system banati hai jise windows kahte hai.Yah sabse jada popular operating system hai.Windows operating system ke kai version ate hai jaise- Windows XP , Windows 7 ,Windows Vista, Windows 8 , Windows 8.1 aur Windows 10 Windows computer ke basics Ab aap Windows ka matlab to jaan gaye hai.ab ham Windows ke basics ki jankari ek-ek kar ke lete hai. 1.Icon kise kahate hai Windows computer me jo bhi software hota hai uska ek image hota hai jise dekh kar ham us software ko pahchan jate hai ise hi icon kahate hai. 2.Task bar kise kahate hai:- Jab ham apne computer ko On karte hai to sabse niche ek “bar” hota hai.aur jab ham koi bhi software apne compu...

Online Shipping Ki Jankari Aur Website

Image
ek jamana Tha Jab ham kisi bhi Chij Ko Kharidne ke Liye chalkar Shop tak jate the. aur hamare aaspas shop ( dukan ) Bhi kaha thi, najdik koi sity me jana padta tha. aaj ham kahan se kahan tak aa gaye ? kisi bhi chij ko ham ghar baithe Online Shopping karne lage. Aaj ka yug computer aur internet ka yug hai. aaj kal sare kaam internet ke madyam se hote hai. Aaj bijli ke bills ,online form, doctor ki salah, online education, etc. kahne ka matlab jada se jada kaam internet se hote hai. Ab Online Shopping Bhi hone lagi hai. Online Shop me aap Internet ke Madyam Se Jud sakte hai. Isake Liye Aapko Kahi aur jane Ki Jarurat nahi hoti hai. Kai online product provider Website hai Jahan Aap kisi bhi chij Ko buy Kar Sakte hai. paise bhi aap Debit Credit card se online De sakte hai. aapki pasandida chij aap pa sakte hai. Also Related Smartphone Ke All Sensor List with Android CV AndCV And Resume Me Kya Anter hai  Real market place vs online shopping : Online sh...

CV And Resume Me Kya Anter hai

Image
Dosto CV Aur Resume Ka to apne Suna hi hoga. Study Complete Kar Ke Jobs Ki Interview Ke Liye CV Ya Resume Ready Karna Padta hai Aur us Interview Ko Dena Padta hai. Par Kya app Jante hai In Dono Me Bhi Anter hota hai. Jo Ki Shayad apko Nhi pta hoga. Jobs Ke Liye Banaya Resume Me Apni Sabhi Detail , Study Detail , Experiance Etc. hota hai. Aur Ye Banana Jaruri Bhi Hota hai.Toh Hum Apko Inme anter ke Bare Me Bataate hai What Different CV And Resume: CV Aur Resume ki Size ( Lenth) Me Bhi Anter hota hai. CV Me Kuch Aur Printed Hota hai Resume me Kuch Aur Printed hota hai. Inhi Printed Word Ke baare me Janenge Also Related  New Mobile Ya New Laptop Lete Samay Rakhe In Baato Ko Dhyan Facebook Page Kya Hao Facebook Page Kaise Banaya jata hai CVCV ( Curriculum Vitae): Jaisa Ki App Sab Jante hai CV Ki Full Form Curriculum Vitae Hoti hai. Inme Apki Skills , Aur Un Skill Se Judi Hue Experience , Provide Hota hai. CV Me Jyada Word hota hai Esliye Ye Re...

Computer Me Folder Icon Kaise Change Karte Hai

Image
Regular computer user ke liye computer ki Lagbhag Sabhi Tricks and tips ke bare me bata hona chahiye aur samay samay Par usko New Tricks Ke Bare Me pta chalta rhe to computer user kabhi Bor nhi hoga.  Esliye Ek Choti Si Trick ke Sath Hum Fir se hazir hai Aur Is Tricks Me hum apko computer folder ke ICON ko change karne ke bare me batayenge. jisse Default Yellow Colour Folder hota hai usse kuch new kar sakte hai.      Also Related   New Mobile Ya New Laptop Lete Samay Rakhe In Baato Ko Dhyan Ye Small si Trick hai jo apko Bor nhi hone degi. How to change Computer folder Icon Computer Me Folder ko Ek Box tarah ka hota hai jisme hum Kisi bhi file ko store karte hai. Ya ese kahe ki Ek Case hota hai jisme file rakh sakte hai. Folder Ka ICON Default Yellow Hi Hota hai. Change Folder ICON In Computer: Default colour Yellow se apko Kisi colour me change krne ke liye sabse phele Folder ko select karna hoga Hum Chahe to folder ki ICON ki...