Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa

Facebook account Kaise Delete Karte hai Aur Ise kaise deactivate Kartey hai

Hellow Dosto, Facebook Ek Social Site hai. Aur Hum Entertainment and Gossip Online Jyadatar Isi par karte hai. Par kabhi Kabhi Kisi karan Se Esa Hota hai ki Hume Apna Account Delete karna Padta hai. Par Kuch Log Kehte hai Hame Apna Account Deactive Karna hai Actually Me Kuch Log Nhi Jaante Hai Ki Deactive aur Account Delete me Kya Anter hota hai. Dono Me Different hota hai. Es Post Ki Madad Se hum Account Ko Delete aur
Deactivate Karne Ke Bare me Jaan Sakte Hai



Account Deactivate Aur Account Delete Me Kya Anter hai


Account Deactivate
                 
     Deactivation Se Temporary Ya Kuch Din Ke Liye Account Delete/ Deactivate Hota hai , Permanent Nhi.

 Agar Apko Facebook Chhodne ke Liye Koi
Temporary Reason hai to App Apna Account Deactivate Kar Sakte hai. Deactivate ka ye Option Apko Kuch Time Ke Liye Facebook Chhodne Ke Liye Best hai.

 Deactivate ke bad Koi bhi Facebook User Apko Koi Information nhi Dekh Payenge, Kyu Ki Account Deactivate ho Chuka hai.

 Facebook Search Me Apka Naam Search Hone Par Apki Profile Nhi Dekhi ja Sakti, Kyu ki Account Deactivate Hai.





 Agar Apne Kisi Ko Message Kiya hai to Wo user Apne Inbox Me Apka Message Read Kar Sakte. Par Apko Message Nhi Kar Sakte

 App Jab Kabhi Bhi Facebook Ki ID Chalana Chahenge to App Facebook Chala Sakenge. Aur Jaise Hi App Deactivated Account Ko Log-in Karenge To Account Apka Automatic Activated Ho Jayega ! Aur Jisse Apki Information Phele Ki Tarah Show hone Lagegi.


Account Delete

            Facebook Account Delete Hone Ke Bad App Us Facebook Account Ko Dubara Open ya Recover Nhi Kar Sakte hai. Wo ID Permanent Hi Delete Ho Jayegi
 Facebook Delete Hone Ke Bad Normally Apka Naam Facebook Se hat Jata hai to Apko Koi Message nhi kar Sakta hai .

 Par Kabhi kabhi Kisi user ke Me Facebook User Ke naam Se apke Messsag Show Ho Sakte Hai.

 Facebook Account Ko Delete Hone Me 15 Se 90 Din Tak ka Samay Lag Sakta hai. Usse Phele App Ek bar Account Open karke Facebook ID ko Delete Karne Se Rok Sakte hai. 15 Din Bad Wo recover nhi Ho Sakegi





 Facebook Account Delete Hone Ke Bad App Agar Facebook Upyog Karna chahte hai to Apko New Account Create karna Padega


In Point Ki Madad Se App Account Deletion aur Deactivation Ke Bare Me Samajh Gye Honge




How To Delete Facebook Account: [Facebook Page Ko Delete Kaise Karte hai]



Sabse Phele Apko Facebook Account Me Log-in Karna hai. Aur Usme Koi bhi apka Page,

Ya Group hai to App Kisi dusre Friend ko Uska Admin bana Sakte hai. Kyu Account Delete Hone Ke Bad Wo Page Band Ho Sakta hai

 Uske Bad App Apni Settings

Me Jakar General Tab Me "Download A copy" Par Click Karke Facebook Data Download Kar Sakte hai. Jisme Facebook Ka Apka Jo Kuch Bhi Data hota hai wo Download ho Jayega.

 Jo Ki Future Me Jarurat Padne Par Kam AA sakte hai. Ye jarurat ke Depend Karta hai ki Facebook Se related apki Konsi information ki Jarurat hoti hai.


Uske Bad Ap Bad App Facebook Ke Deleting Page Par Ja Sakte hai,

       <Delete Page Par Jane ke Liye
            Yaha Click Kare>


Is Link Par Click Karke Facebook Ka Deletion Page Khulega, Jisme "Delete My Account" Par click Karna hai. Example Ke Liye Image Me App Dekh Sakte hai.




Delete my page Par Click Karne Ke Bad Apko Next Processing Me Apka Password aur Captcha Daalna hota hai. Uske Bad App Ok Par Click Karte hai to Apka Account Deletion Par Lag Jata hai.





Aga
r App 14 Ke Ander Usme log-in Karte hai to Apka Account Log in Ho Jayega aur Permanently Deletion se Bach Jayega.


 Umeed Karta hu ki App Ye Post Jarurat Mand Person Ke liye Share Karenge ! Aur Ye post Kaise Laga Comment Kar Sakte hai !




Admin Advice: Ye Apko Advice Dunga Ki App Facebook Account ko Use nhi Karna Chahte to Delete Na karke Usse Deactivate Kar De Jisse Jarurat Padne Par App Use Dubara se Open kar Sake, Kyu Ki Delete Karne Ke bad Hum jarurat Padne Par Hmare Dono Hath Kuch Nhi lagega,App Is Post Ki Madad se Samajh Hi gyi honge ki Facebook Ko Delete Kaise Karna hota hai Aur Deactivate aur Deletion Me Kya Anter Hota hai.
Umeed Karta hu ki App Ye Post Jarurat Mand Person Ke liye Share Karenge ! Aur Ye post Kaise Laga Comment Kar Sakte hai !

Comments

Popular posts from this blog

Shaadi Mein Zaroor Aana Torrent Full Movie Download HD 2017

The Predator (2018) Download Dual Audio Hindi 300MB HD 480p 720p Mo

Athiratha (2018) Download Hindi Dubbed 480p HD 350MB latest Movies