Posts

Showing posts from July, 2016

Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa

ATM, Debit Aur Credit Card Me Kya Difference Hota Hai Puri jaankari Hindi Me

Image
Hello, dosto bahut sare log aaj-kal online shopping, online payment ke liye credit, debit card ka use karate hai. Lekin kya aap janate hai ki debit aur credit card me kya difference hota hai ? Agar nahi to ye post jarur padhe.   ATM Aur Debit Card Kya Hota Hai? Atm ko automated teller machine kaha jata hai. Atm ki madad se hum apne bank account me jo paise hote hai wo kahi par bhi atm machine se nikal sakate hai. Aur to aur ATM ki madad se hum online payment bhi kar sakate hai. Atm card humare prepaid sim card ki tarah hota hai. Agar humare mobile ka balance khatam ho jaye to hum call nahi kar sakate. Waise hi agar humare bank account me paise nahi hai to hum atm card ka use nahi kar sakate. Internet Kya Hay Uski puri jankari hindi me Android Mobile se Gmail Account kaise delete and remove kare Atm card pe aapka naam aur 16 digit ka card number diya hota hai. Jab hum Atm card ka use karate hai tab aapko pin pucha jata hai. Agar aapko atm card chahiye to aap apne nazdik

Internet Kya Hay Uski puri jankari hindi me

Image
Aaj har koi internet use karata hai to aaj hum janenge internet ki puri Jankari. Iski shuruwat kaise hui. Internet ka use hum kis tarah kar sakate hai.       Internet Kya Hai? Definition: Internet Network ka network hai. Internet world ka sabse bada network hai. Internet par private vakti ka ya kisi private company ka adikar nahi hai. Internet subke liye khula hai iska koi malik nahi hai. Aaj ye har kisi ke jivan ka hissa ban gaya hai. Agar humare mobile me internet na ho to mobile kisi kam ka nahi lagata hai. Internet Insaan ki pramukha jarurat ban gayi hai. ATM, Debit Aur Credit Card Me Kya Difference Hota Hai Puri jaankari Hindi Me Android Mobile se Gmail Account kaise delete and remove kare            Internet Basic Terms? Jab bhi hum internet use karate hai to baat aati hai internet se related terms ki. 1. Browser: Agar aap ko internet ka use karana hai to aapke pass browser hona jaruri hai. Browser ye ek application hai jo internet ka use karane ke liy

Android Mobile se Gmail Account kaise delete and remove kare

Image
Hello Guys, yadi android ke new user hai, ya phir apne android ko latest version me update kiya hai toh sayad aap bhi android phone me gmail account ko remove nahi kar paa rahe hai. Maine kuch months pahle apne android phone Lava Iris X8 ko Lollipop ke liye upgrade kiya tha. Kuch days pahle mene Redmi note 3 phone bhi purchase kiya hai. Mere paas gmail ka 2 account hai. Jab maine dono account se apne phone login kiya aur usye remove karna chaha toh feel hua ki ye pahle ki tarah easy nahi hai. Mujhe bahut se emails, whatsapp and facebook message bhi mile hai jisme gmail account ko android phone se remove karne ke bare me pucha gaya hai. Main apko step by step screenshot ke sath google account ko android se delete karne ka process bata raha hu. Waise agar aap apne phone ko reset or format karte hai toh gmail account delete ho jata hai. Lekin iske sath apke phone storage ka sabhi data contact bhi delete ho jata hai. Ussd Code Se Mobile Number Kaise Pata Lagaye  Android se Gm

5 Top Video Editing Android App

Image
Hello dosto aaj ke is post me best 5 android app batane wala jise apne android phone badi hi asani se video editing kar sakte ho, Aaj ke time me har kisi ke paas smartphone ho gaya hai jispar hum sab jade time bitate hai aur kabhi kabhi aisa time aata jahan par video recording karte hai par sochti kash isme koi acha effect add karke video editing kare phir ise dosto ke sath share kare, Toh dosto mai best video editors apps ke bare me batane wala jise aap badi hi asani se apne android me video edition photo mixing kar sakte ho. 1. FilmoraGo Filmorago best video editors app hai agar aap ke pass ek acha smartphone hai to isme aap is apps ki madat se beutiful video edit kar sakte ho, Is apps ko install kare uske bad bahut simply triko se aap use kare is app ko open kare phir isme puchta hai location kaha se video file photo allbum import karna hai usko add karne ke baad video editing ka function open ho jata hai, You tube se Video kaise download Karey ~ Hindi help

5 software Jinki Jarurat Har Blogger Ko Hoti Hai Aur Download Kar Ley

Image
Agar aap blogging karte hai toh aapko blogging karne ke liye kuch jaruri application ki jarurat hoti hogi. Isliye iss post me mai bloggers ko kuch Best Blogging Software ke baare me bataunga jo aapko kaam aane wale hai . Sayad aapko nahi pata ho isliye maine socha blogger bhaiyo ke liye blogging thori aashan bana di jaye toh kya kehna. Aapko mai bata du ki aajkal internet ka har kaam software ki help leke kiya jata hai. Sayad aapko pata hona chahiye ki ek blogger ko konse application use karne chahiye. Agar aap blogging karte hai toh aapke paas kam se kam kuch software hone chahiye. Jo mai niche bata raha hu. EK MOBILE ME 2 Whatsap Kaise Chalatey Hain Facebook Page Kya Hay Facebook Page Kaise Banaya jata hai wo most software jinki jarurat har blogger ko hoti hai. 1) Hootsuite-> Hootsuite Kya Hai? Yeh ek esi application hai jiski sahayta se ham blog ka traffic bada sakte hai. Jaise ham blog par koi post share karte hai toh uss post ko hame google+,twitter,Face

Blog Ke Template Ko Mobile Friendly Kaise Banate Hai Uski puri jankari hindi me

Blog ke template ko mobile friendly banana bahut jaruri hai kyuki aj ke samay me jyadatar log mobile se hi online work karte hai,mobile friendly template yani apni site mobile device me achi tarah se open ho Blogger me blog banane ke bad blog design karna bahut jaruri hai aur blog ko achi tarah design karne ke liye blog ka template responsive,seo friendly, fast loadar aur mobile friendly hona jaruri hai,aj ki 70% traffic koi bhi site me mobile se hi ati hai agar apka blog mobile friendly nahi hoga to apke blog ki 50% traffic kam ho jayegi aur ap ek successful blogger nahi ban paoge Blog ko mobile friendly banane ke liye sabse pahle blog ka template mobile friendly banana bahut jaruri hai aur mobile friendly template seo ke liye bhi bahut acha sabit hoga,agar apke blog ya  site ka template mobile friendly nahi hoga to jitne bhi visitors mobile se ate hai usko site open karne me paresani hogi aur mobile me desktop site open karne me time lagta hai ayse me jyadatar visitors hamar

Net Banking Se Online Paisa Kaise Transfar Kartey Hai

Image
Hallo Friends Aaj Mai apko batane ja raha ki kaise online paise transfer karte hai sbi to sbi bank mai ya sbi ki kisi bhi sakha mai internet banking ke jariye or ye post mai un dosto ke liye likh raha hu jinko bank mai jaker lambhi line mai lagna padta hai or unka time bhi kharab hota or ek din mere friends ne mujhse pucha ki yaar aisa koi tarika hai jisko paise transfer karne hai to hum unke account mai online paise dal sakey to mai us din se lag gya ki kaise online paise transfer kare ek bank se dusre bank mai or mai aisa karne mai kamyab bhi raha or maine ye post likh dali un dosto ke liye jinko ek bank mai se paise nikalkar dusre bank mai dalne padte they to chaliye dosto jante hai ki kaise online paise transfer karte hai. online paise transfer karne ke liye a online paise transfer karne ke liye apke pass netbanking ki service honi chahiye agar nahi hai to ap isko bank mai jaker activate karwa le ye service bilkul free mai uplabhd hogi apko or mai ye bata du ki mai state ba

Hindi Aur English Kaun Si Language Me Blloging Karni Chahiye

Image
Hindi blogging me sabse badi problem hai hindi or hinglish me se kisi ek bhasha ko select karna. Aapko kis language me blogging karni chahiye or kyo? Is sawal ka jawab shayad har ek hindi blogger janna chahata hai. Aaj mai aapko hindi and hinglish ke bare me kuch jaruri information bta raha hu. I hope iske bad aapko apne blog ke liye currect language select karne me aasani hogi. Actually, hindi me blogging karne wale blogger ka main target indian audience hi hote hai. Use ye decide karna hota hai ki wo hinglish me blogging kare ya fir hindi me, uske future ke liye kya behtar hoga or use kounsa rasta choose karna chahiye. Last some time, google search engine ne mobile devices me hindi searching feature enable kiya hua hai or ab iska effect desktop version me bhi dik hraha hai. Jisse user ke google me hinglish me search karne par “हिंदी में परिणाम देखे” ka option aata hai. Is par click karne se aapke dwara search kiye gaye keywords hindi me translate ho jate hai. Examples, jais

Free mobile Recharge kaise Kare Whatsapp Facebook Use Kar Ke

Image
free Internet recharge karna har koi chahta he aaj ke time me sabhi ke pas Internet phone mil jayege to aaj ke tim me Internet pack har kisi ki jrurat ban gya he me aapko aaj apne mobile me free Internet recharge pane ka ek behtarin tarika btata hu.aapne abhi tak free mobile recharge karne ke tariko k bare me jana hoga . Aaj me ek aisa Application ke bare me btata hu jisko install karne ke bad aap apne mobile me facebook ya Whatsap Application use karenge to aapko free Internet balance milega.es Application naam he DataBack . Facebook Whatsapp Use Karke Free Internet Recharge Kaise Kare ? STEP 1.  Sabse pahle apne smartphone me Databack Application install kare Application download karne ke liye aa Google play store me search kare "Databack" Agar aap direct download karna chaht ho to yha link par click kare <Download > aap mera code " SUT1 " dal turant 5MB pa sakte ho. Posts Ghar baithe online mobile recharge kaise karte hai u

Color Voter Id Card Kaise Banay

Image
hello Dosto Kya aap jaante hai ki aap ghar baithe apna color voter id card banva sakte hai. Itna hi nahi sirf 1 mahine me hi aapka rangin voter id card aapke pas bhi pahuch jaega. bs aapko jo mai steps bata raha hu unko follow kariye. Aap easily apne color voter Id card ke liye apply kar sakte hai. Online color voter id card ke liye aap apne smart phone, laptop ya computer se ghar baithe online apply kar sakte hai. Iske liye aapko internet ki jarurat padegi.Aur iske alaawa Aapke pas aapka personal Email-ID aur Mobile number hona chahiye. To chaliye jaante hai ki kaise hum ghar baithe Color voter ID card ke liye apply kar sakte hai. STEP 1 1. Sabse pahle aap apne PC/Laptop/Smartphone me browser ko open karein. Aur NVSP ki official website open karein. Ya fir yahaan click karein <NVSP> STEP 2. Iske baad aap "new Registration" par click karein. Jisse aapke samne ek form open hoga. Form ke liye yhaan click karein-> <Form 6> STEP 3  Ab aapke

Ussd Code Se Mobile Number Kaise Pata Lagaye

Image
Hello Friends ! Aaj is post me hum janenge How to know mobile number by using USSD Code. Ji haan ! kai bar hamare sath aisa hota hai ki jab hum kabhi koi new SIM purchase karte hai to hum easily us SIM ka number new hone ke kaaran yaad nahi rakh pate hai. Ya to hume us number ko further use ke liye apne mobile me save rakhna padta hai ya fir hum use kahi note kar lete hai. Lekin yah puri post padhne ke baad aapko apna mobile number kahii bhi likhne ki jarurat nahi padegi. Aap apne hi mobile me USSD code ki help se apna mobile number jaan sakte hai. What is USSD Code USSD Code ka full form " Unstructured Supplementary Service Data". Yah ek prakar ka protocol hota hai jisse ki GSM Cell phones, service provider ke computers se sidhe communication kar sakte hai. Har company ke pas apne apne UniQue USSD codes hote hai. Facebook whatsapp Par Chat Karne Waley Ko Kaise Location Pata Kare You tube se Video kaise download Karey Niche Kuchh alag alag companies ke USS

Whatsapp profile picture pe bina crop kiye photo kaise set kare uski Jankari

Image
Profile picture bina crop set kaise kare ? Duniya main sabse jayada logo se connect me rahene ka koi jariya hai to vo hai social site ya social application. Shayad hi koi hoga jinka ispar account nhi hoga lekin in site par jinke account hai wo logo ke liye ek bhetrin trick main aapko batane jaraha hu jiski madat se aap apne aapko ache se logo ke samne apna impression daal sakte hai. Bina Crop Kiye WhatsApp, Google+, Facebook, hike, Instagram, Youtube inke Profile Par Photo Ko Kaise Set Kar Sakte Hai. kaise set kare iske liye aap hamare bataye step ko follow karte jaye. STEP  1. Sabse phele apne smartphone me SquareDroid app install kare. Ise Google Plye Store se Android youser free me download kar sakte. Sath hi ye app iOS ke youser ke liye bhi uplabdha hai. STEP  2. App install hone ke baad open kare. Ab phone me save photo lene ke liye Take a Photo ya new Photo ke liye Pick a Photo options ko select kare. STEP 3. ab photo select karke edit kare. Iske liye rotate

Facebook Fake Id Kaise Pata Lagaye

Image
Facebook sabse badi social sites me se ek hai or lagbhag sabhi internet user ka facebokk par account mil jata hai. aap bhi facebook use karte honge. par facebook ka ek kadwa sach ki facebook par bahut log ladki ke naam se ID bana kar ladko ko bevkuf banate hai. or unki ek photo ya post par 1000ro likes or comments aate hai. so in fake id se bachna bahut jaruri hai. jisse aapke sath chiting na ho. aaj is post me mai aapko btaunga ki facebook id ka originol ya fake ID hone ka pata kaise lagaya ja sakta hai. Actually facebook par aaj kal fake ID sabse jyada banayi jati hai. or iski wajah hai hum log unki photos par sabse jyada likes karte hai. agar hum unhe follow karna band kar de to log fake id banana hi bhool jayenge. Facebook Par Fake ID Ka Pata Kaise Karte Hai? dosto facebook par fake id se bachna bahut mushkil hai but mai aapko kuch aysi bate bta raha hu jinka pata hone par aap aasani se fake id ka pata kar sakte hai. Facebook account Kaise Banate hai ~ Email I