Aajkl Online Competition jayada badh gaya hai aor Market Me Unlimited Online Shopping And E – commerce Website Apps Companies Aa Chuke Hai Jo Ki Ek Dusre Se Aage Nikalna Chahte Hain isliye Ek Dusre Se Aage Nikalne Ke Liye Ye Promo code , Online Coupons Code , Cashback Se Apna Business Badhate H .
Internet par aap Daily Dekhte honge ki Kon – konsi Website par Kya kya Offer chal Raha hai Kon Kitna Cashback offer de rahe hain sath me Kispar Kitna Discount coupons hota hain .
Inn sabhi ko Business website User Ke sath apne Experience Ko Majboot Karne Ke Liye pay karti hain .
Internet par popular online shopping website Flipkart , Amazon , Snapdeal , eBay And Popular Money E Wallet Paytm , FreeCharge , Oxigen wallet , Pockets , mobikwik , And Other Bhut Se Ese Android Application Hain ……
…… Jaha par aapko Promo code And Discount Coupons Code , Cashback offer mil jayga .
Top eWallet Service providers And best mobile wallet in india list
* PAYTM
* FREECHARGE
* POCKETS BY ICICI
* MOBIKWIK
Most popular Best Online Shopping Sites In India
* FLIPKART
* AMAZON
* EBAY
* SNAPDEAL
What is Cashback And Promo Code , discount coupons Kya Hota Hai
1. Cashback
Kishi bhi Wallet me Money Add online tickets booking And Shooping Karte samaye Aapko Waha Par Dikhaya jata hai ki Aapko 10% , 20% , 50% , 100% Cashback Milega Agr Aap Yaha se Koi Bhi Services use karte hain toh .
Example Ke Liye Ham Paytm Ke andar se Movie Ticket Book Kar Rahe Hai Aor Waha Par total Price 300₹ hai Aor Uske Sath Waha Likha Hota Hai Ticket ki Confirm booking Ke Baad Aapko 50% cashback milega .
Toh Iska Matlab Aapko Jab 300 ₹ pay kar denge toh aapko 150 ₹ Wapic Mil Jayenge apne wallet me .
Aor issi traha jab Ham Money Add karte hai Tb Cashback Offer Hoga Toh Aapko Uska Fayada milega .
Jaise 1000 money add karne par aapko 10% Cashback Mil Raha tb iska MATLAB hai ki Aapke 100₹ Wapic Bank Me Credit kar diye jayenge Aor 1000 aapke Apne wallet me honge . Jisme aapko 100₹ ka fayda hoga .
Ab inn Example se aap Samaj sakte hain ki Cash back kya hota hai aor kaise Ham Isko Use kar sakte hai .
2. Promo code And Discount Coupons Code
Jaise Agr Ham Shooping kar rahe hai Yaa Fir Koi esi services jisme Ham Money pay karne Wale hai Toh Waha pr Aapko ek Box milta hai Jisme Company ki Traf se ek Important Code Milta hai Jisko Ham Use Kar Sakte Hain .
Upar bataye gaye images ko Dekhkar aap aashani se Samaj sakte hain ki Discount Coupons Code and promo code kaise use karte hai aor Kaise Ham Iska Fayada le sakte H. .
3. Flat OFF
Unse alag Jo Hai Wo Flats % OFF hota hai Jiske andar Aapko Total price ke Baad Automatic Bataya jata hai ki Itne Rupay Pay karne Par Aapko Itna Fayada hoga .
Jiski Ek Fix price Hoti hai Aor Usme fix Bataya jata hai Bina koi Promo code yaa cash back ke aapko itna fayda milega
Example Ke Liye aapko Kuch iss tarha bataya jata hai ki agr aap Hamare yaha se total 500₹ yaa iss upar ki Shooping Karte hai toh Aapke liye 100₹ off honge Matlab Aapko 500₹ ki Jagha 400₹ Pay karna hoga .
Inme alawa Ham Inn sabhi offers ko Dusre name jaise Syber sale , Black Friday , Deal’s , Discounts , Season sale bhi Bol sakte Hain Lekin Inka Matlab User Ke Liye Ek Hi Hota Hai – Fayda ( Saving )
Is post Se related koi sawal jawab ho to aap hume coment kar ke jarur bstaye
Aur share bhi kare
Comments
Post a Comment