Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa...

Blog Ke Template Ko Mobile Friendly Kaise Banate Hai Uski puri jankari hindi me

Blog ke template ko mobile friendly banana bahut jaruri hai kyuki aj ke samay me jyadatar log mobile se hi online work karte hai,mobile friendly template yani apni site mobile device me achi tarah se open ho




Blogger me blog banane ke bad blog design karna bahut jaruri hai aur blog ko achi tarah design karne ke liye blog ka template responsive,seo friendly, fast loadar aur mobile friendly hona jaruri hai,aj ki 70% traffic koi bhi site me mobile se hi ati hai agar apka blog mobile friendly nahi hoga to apke blog ki 50% traffic kam ho jayegi aur ap ek successful blogger nahi ban paoge
Blog ko mobile friendly banane ke liye sabse pahle blog ka template mobile friendly banana bahut jaruri hai aur mobile friendly template seo ke liye bhi bahut acha sabit hoga,agar apke blog ya

 site ka template mobile friendly nahi hoga to jitne bhi visitors mobile se ate hai usko site open karne me paresani hogi aur mobile me desktop site open karne me time lagta hai ayse me jyadatar visitors hamari site ko open hi nahi karege kyuki hamari site mobile friendly nahi hai

Mobile friendly blog ya site banane se hamari site ki speed fast loading ho jayegi aur ap jante hi hoge ki aj ke jyadatar visitors fast loader site ko jyada pasand karte hai

Har new blogger ko mobile friendly site banane me pareshani hoti hai isliye me apko is post me Blog Ke Template Ko Mobile Kaise Banate Hai iske bare me batata hu

Blog Ke Template Ko Mobile Friendly Kaise Banate Hai



Blog ke template ko mobile friendly banana bahut hi easy hai iske liye apko below step follow karne padege


Step-1
Login to blogger.com>Dashboard >Template

Step-2
Template ke options me click karte hi apko new page me do screen dikhay degi

1)Desktop Screen
2)Mobile Screen



Step-3
Agar apne pahali bar is page ko open kiya hai to mobile site ka option disable hoga

Step-4
Template ko mobile friendly banane ke liye apko sirf jo disable ka option hai use enable karna hai

Step-5
1)Jab ap mobile template ko enable karege tab waha apko 2 options show hoge,isme se apko pahle option "Yes,Show Mobile Template On Mobile Device" me tick karna hai



2)Iske bad apko 9 different options dikhay dege usme koi bhi ek options ko select karna hai


(Note: ye options drop down menu ke liye hai ap jis bhi option ko select karoge iske related drop down menu mobile template me show hoga)
3)Iske bad mobile template ka preview show hoga,preview check karke Save ke option me click kar dijiye
Dosto,Apka template ab mobile friendly ban gaya hai ap ise ekbar apni site open karke check kar lijye




Blog Mobile Friendly Hai Uska Pata Kaise Karte Hai



Agar apka blog mobile friendly hai ya nahi usko check karne ke liye Google ne ek tool develop kiya hai ap uska use karke apna blog ya site mobile friendly hai uska pata kar sakte ho
1)Sabse pahle Mobile Friendly Test site open kijiye

2)Apni site ka URL type kijiye aur Analyze ke option me click kare

3)Agar Apki site mobile friendly hai to apko is tarah ka notification show hoga,Awesome,This Page Is Mobile Friendly



Is tool ka use karne se apko pata chal gaya hoga ki apki site mobile friendly hai ya nahi,agar nahi hai to sabse pahle ap apni site template change kijiye aur template ko mobile friendly banane ke liye upper wale step follow kijiye
Dosto,apko ab pata chal gaya hai ki blog ko kitni asani se mobile frendly bana sakte hai aur hamara blog mobile friendly hai ya nahi uska pata kaise karte hai iske bare me bhi bataya hai


I hope apko ye post pasand ayi hai aur is post ko social media me share karna na bhule,blogging se related kuch bhi sawal hai to ap muje comment karke puch sakte ho iska replay me apko jald se jald dunga

Comments

Popular posts from this blog

The Predator (2018) Download Dual Audio Hindi 300MB HD 480p 720p Mo

Internet Par Website Blog Kaise Banatey Hai

Tubelight Full Hindi Movie Download in HD, Full HD,Mp4,3Gp Download Now