Posts

Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa...

Website Ko First Page Pe Lane Ke Liye Off Page SEO Kaise Kare.

Image
Mene apni pichali post SEO Kya Hai ? What is SEO is post me bhi on page seo and off page seo ka difference bataya tha. Agar aapne On page Seo ki post nahi padhi hai to me aapko recommend karunga aap pahale voh padh le. Q ki On Page SEO post likhate waqt karana hota jab ki off page SEO post likhane ke baad kiya jata hai. Ab me ye samazakar chal raha hu ki aapne SEO Kya Hai ? What is SEO ki post Read kar li hai. Aur aapko on page seo achhe se samaz aa gaya hai. Toh ham ab badhate hai Off Page Search engine optimization ki taraf. But usse pahale on page aur off page ka firse short me difference jan lete hai. #. On Page SEO. Jaise ki maine aapko on page seo wali post me bata chuka hu ki.. on page seo ham jab post likh rahe hote hai tab karate hai. Isme Permalink, Tittle, Image Optimization, Search Description, Alt Tag, URL, Labels, Tags, Internal Links add karana jaise kahi factors ka samavesh hota hai. #Off Page SEO - Hamari Post on page seo se Optimize karke pub...

Computer Kya Hai Uski Puri Jaankari Aur Introduction

Image
Jis kisi ke bhi pass computer hai wo computer, windows computer hone ki sambhawna sabse jada hai.Isliye iss post me aj mai Windows computer ki basic jankari par charcha karunga.Windows computer ki jankari lene se pahle ye samajh lete hai ki akhir windows kise kahte hai. Windows kise kahate Hai Microsoft company Operating system banati hai jise windows kahte hai.Yah sabse jada popular operating system hai.Windows operating system ke kai version ate hai jaise- Windows XP , Windows 7 ,Windows Vista, Windows 8 , Windows 8.1 aur Windows 10 Windows computer ke basics Ab aap Windows ka matlab to jaan gaye hai.ab ham Windows ke basics ki jankari ek-ek kar ke lete hai. 1.Icon kise kahate hai Windows computer me jo bhi software hota hai uska ek image hota hai jise dekh kar ham us software ko pahchan jate hai ise hi icon kahate hai. 2.Task bar kise kahate hai:- Jab ham apne computer ko On karte hai to sabse niche ek “bar” hota hai.aur jab ham koi bhi software apne compu...

Bloger Blog Bloging Kya Hai Uski Puri Jaankari

What is a blog? what is blogging? what is a blogger? Ye three question un sabhi users ke liye important hai jinhe pahli bar blogging ke bare me pata chala ho. Kya aapko wo time yaad hai jab aapne first time “Blog” word ke bare me suna tha or us time aapki iske bare me original thoughts kya thi or aapka respond kya tha? Chaliye jante hai iske bare me kuch jaruri bate. I know, abhi aap blog se familier ho or blog, blogger and blogging ke bare me sabkuch jante ho. But ek din tha jab aapko iske bare me bilkul bhi information nahi thi. I mean sabhi ki tarah aapke liye bhi ye alien word raha hoga or dheere dheere aa piske bare me sabkuch jan gaye. Also Related Apna Khud Ka Blog Kaise Banay How To Add Email Subscrib Wedget Powered By Bloger Ko Blog Se Kaise Hataye But aaj bhi bahut sare peoples blog ke bare me kuch bhi nahi jante or unke pas iske bare me koi idea nahi hota. Jis tarah se aap abhi blog, blogger or blogging ke bare me jante ho wo bhi isi tarah ise jann...

Microsoft MS Word Ka Full Introduction

Image
Aaj mai aapko Microsoft word ka introduction hindi me dunga aur sath hi sath iske kuchh keyboard shortcuts bhi janenge.aapne microsoft word ka naam suna hi hoga iss software ki jankari rakhna bahut jaruri hai kyuki iska upyog bahut jada hota hai.Iska upyog school,collage badi-badi companies aur office work me karte hai.Ise sikhana aur chalana bahut jada simple aur easy hota hai. Microsoft Word Kise Kahate Hai Also Related Website Kaise Banatey Hai  Aur Kyu Ghar Baithe Online Mobile Recharge Kaise Kare  Microsoft Word Kise Kahate Hai Microsoft word microsoft company dawara banaya gaya ek software hai.yah Microsoft office packaing software ka ek hissa hai.Iska upyog ham text editing me karte hai.Ise ham MS-word bhi kahate hai. Iske istemal se ham text se related koi bhi kam kar sakte hai jaise resume wagerah banana.samay-samay par microsoft word ke naye-naye version ate rahate hai kuchh version jaise Microsoft 2003, Microsoft 2007, aur Microsoft 2010 ha...

Online Taxi Booking Kaise Kare English Me Help Se

Image
Dosto vartman yug internet ka yug aaj ke internet ke yug ne hmari life ko bhut eary bna diya he. Aaj ham internet ke dvara hmare kai important kam ghar bete hi kar sakte h Es internet ke dvara kai kam aasan ba gye he lekin ham me se bhut logo ko eske bare pura gyan nhi hota or ham eska pura laabh nhi uta pate. Aaj me aapko esi vajah ke karan aaj btane ja rha hu ki ghar bete taxi servic booking kese kre. Aajkal taxi booking seva online uplabd karane vali kai companya he jo ye suvidha pradan karti he me aapko mu rup se 3 ke bare me btaunga. Also Related SBI ATM Debit Card Online Apply Kaise Kare Online Shopping Kaise Kare Aur Kiss Website Se Kare  Booking karne ke liye kya hona jruri Hai Taxi book karne ke liye hmare pass ek android smartphone or internet data or mobile ka location on hona jruri he. Or jo company he service deti he unka apps hmare pass Install hona jruri he. 1. Ola Cabs Yah bharat me taxi suvidha dene vali main company he. ...

SBI ATM Debit Card Online Apply Kaise Kare

Image
Banking Jab se Online ho jaya hai Costumer ko New Services Mil rahi hai. Online Banking se Hamare kari work Simple ho jaye hai. any Banks Bhi hame New Future Provide kar rahi hai. Is Article me Aap Janenge Ki SBI ATM Debit Card Online Apply Kaise Karte Hai. ATM Debit Card Kya Hai ? Agar Aap Bank Se jude hai To Aap ko Pata hoga Ki ATM Card (automated teller machine card) Kya hai. Dabit card Ya ATM Aisa Card Hai Jisaki madad Se Aap Kahi Se Bhi Apane Bank Account Ki Services Pa Sakte hai. ATM ya Debit Card hame apane Bank Account se Moany transfer , Online Statement , Cash Withdrawal .. any more Work sakte hai. Also Related Aadha Card Me Name, Address, Mobile, General, Kaise Sudhar Kare Online Shipping Ki Jankari Aur Website ATB Debit Card Se Kya Kar Sakte Hai ? ATM Cum Debit Card Se ham Kai Work Kar Sakte hai. Iske Liye Hame Bank Me nahi Jana Padta But ATM center Se Bhi ham ye Work Kar sakte hai. Cash Withdrawal Reserve kare. Fast Cash : jyada pa...

Online Shipping Ki Jankari Aur Website

Image
ek jamana Tha Jab ham kisi bhi Chij Ko Kharidne ke Liye chalkar Shop tak jate the. aur hamare aaspas shop ( dukan ) Bhi kaha thi, najdik koi sity me jana padta tha. aaj ham kahan se kahan tak aa gaye ? kisi bhi chij ko ham ghar baithe Online Shopping karne lage. Aaj ka yug computer aur internet ka yug hai. aaj kal sare kaam internet ke madyam se hote hai. Aaj bijli ke bills ,online form, doctor ki salah, online education, etc. kahne ka matlab jada se jada kaam internet se hote hai. Ab Online Shopping Bhi hone lagi hai. Online Shop me aap Internet ke Madyam Se Jud sakte hai. Isake Liye Aapko Kahi aur jane Ki Jarurat nahi hoti hai. Kai online product provider Website hai Jahan Aap kisi bhi chij Ko buy Kar Sakte hai. paise bhi aap Debit Credit card se online De sakte hai. aapki pasandida chij aap pa sakte hai. Also Related Smartphone Ke All Sensor List with Android CV AndCV And Resume Me Kya Anter hai  Real market place vs online shopping : Online sh...