Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa

Google Adsense Kya Hai Aur Ise 50000 Mahina Kaise Kamaye




Google Adsense Kya Hai Aur Ise Kaise Paise Kamaye




Aapne Google AdSense ke bare me to suna hi hoga. Har Blogger apni blog par Google Adsense se paise kamana chahega. Because Google Adseanse publisher ko Baki ads company se jyada paise deti hai. Aur online paisa kamane ke liye adsense ek best tarika hai. In This Post main aapko Google Adsense ke bare me bataonga ki Google Adsense Kya hai ? Adsense par account kaise banaye? Aur Google adsense se paise kaise kamaye? Ki puri jankari aapko is post par mill jayegi.







Blog Bannane ke baad jab aap apne blog se paise kamana chaho to kisike bhi mind me sabse pehele Google AdSense ki hi baat ati hai. Aur Google AdSense advertising company me sabse best hai. Jo ki bahut hi popular bhi hai. Because Wikipedia ki hisab se karib 14.3 million se bhi yada website par Google adsense ke ads use karte hai. So adsense ko aap sabse best advertising company kehe sakte hai.
To chaliye ab ham details me jante hai ki what is Google AdSense in Hindi.
Table of Contents


Google AdSense Kya Hai

Google Adsense Ek advertising Network hai. Jo ki 18 June 2003 me Google ne stat kiya hai. Aur Adsense kisi bhi online businessjaise, Blog, Website,YouTube etc ke liye Auto AdsMatched Content adsBanner Ads, Text Links. Page Label Ads yani har taraha ki ads deti hai. Aur unnke ads par aapke Blog or You Tube ke visitors click karne par aapko paise deti hai.
Google Adsense Se Aap 2 Taraha Se Paise Kama Sakte Ho
1) Impression: Matlab adsense ke ads ko kitni visitors ne dekha Uss hisab se aapko paise milte hai. Exactly To kehena muskil hai. Because high traffic ki blog or low traffic ki blog ki impression bhi alag alag tarike ki hoti hai .
Because High traffic wale blog par high CPC ke ads show hote hai. Aur low traffic ki blog par ads bhi low cpc ke show hote hai.   But aap maan sakte ho ki low traffic blog par bhi aapko 1000 impression par minimum $1 Mileage.
2) Clicks: Click matlab aapke ads par kitne clicks hote hai uss hisab se aapko paise milenge. Aur ispar ek new blog par aapko minimum 20 Indian clicks par 1$ milenge. Aur agar aapko baki country se clicks milenge to aapko country ke hisab se paisa mileti hai.
Jaise Agar aapke blog par USA ke traffic hai to aapko 1 hi clicks me $10 ya usse bhi jyada milti hai. Aur agar aapko Bangladesh, Nepal se clicks milenge to aapko 1 clicks me $0.2  ya $0.3 milti hai. Yani adsense country ke hisab se aapko per click par alag alag CPC deti hai.

Google Adsense Kaise Kam Karta Hai

Jaise ki maine aapko upar bataya ki Google Adsense ek advertising placement service hai. jo ki publisher ke liye ads deta hai. Thik woise hi google ka another ek product hai Google Adword jaha par google ko Badi company  such as, Airtel, Reliance GoDaddy Hostgator, Bluehost, Flipkart, Amazone, etc company Google Adword ko paise dete hai apni product ki marketing ke liye.
Ab Google kya karta hai ki unnke yani jisne google ko apni ads dikhane ke liye paise diye hai. Unke ads ko Google adsense ke jariye Publisher ko dete hai to when publisher yani main, Aap jab unn ads ko apni blog par add karte hai. To hame Google Adsense unn ke ads par jab koi visitor clicks karte hai to hame kuch commission deta hai. Aur Sath hi ads show karne ke liye bhi pay karta hai.

Google AdSense Par Account Kaise Banaye

Adsense par account create karna bahut hi assan hai. Bas iske liye aapko Blog or YouTube Channel hona bahut hi jaruri hai. Agar aapke pass Blo or youtube channel hai to aap Google Adsense par apply kar sakte hai. But ye bhi nahi ki aapne blog or channel banaya aur Direct adsense ke liye apply kar diya to aapki account approved nahi Hogi.
So aap ek newbie ko kab AdSense ke liye apply karna chaiye Puri jankari ke liye ye post padhe. New Bloggers Google AdSense ke Liye Kab Aur Kaise Apply Kare
And agar aapne post par bataye shabhi rules ko follow kiya hai to aapki adsense account bahut hi fast approved ho jayegi. But agar kisi reasone aapki account Disapproved ho gayi to aap is post ko follow kare.  Adsense Approved karane Ke 10 Aasan Tarike

AdSense Se Paise Kaise Kamaye

AdSense se paisa kamane ke liye aapko sabse pehele adsense par account banana hoga. Fir aapko apni blog ke liye ads create karna hoga. Aur ads ko hame apni blog par add karna hoga. Tab jab bhi koi visitors aapki blog or blog post ki ads ko click karenge to aapko adsense se paise milenge.
But apniads ko aapko apni blog or post par bahut hi correct tarike se placement karna hoga. Jisse aapki ads par jyada clicks honge aur aapki adsense ki earning bhi increase hogi. Google AdSense se paisa kaise kamaye puri jankari ke liye ye post read kare. Ispar maine details me bataya hai ki aap adsense se jyada earning kaise kar sakte hai.
Google Adsense ki earning Increase karne ke bare me adhik jankari ke liye In post ko read kare.


Google AdSense Se Appko Paise Kaise Milte Hai

Blog par google Adsense ke ads lagane ke baad jab aapki Adsense Account par 10$ ho jayenge tab aapko Adsense se ek code milega aapki post office ke thorough. Fir aapko us code ko apne Adsense account par verify karna hoga. And when aapke 100$ ho jayenge. Then aap apni payment ko Wire Transfer, Cheque ya fir aap Paypal ke jariye nikal sakte hai. Adsense se aapko payment kaise milti hai puri jankari ke liye Adsense Se Payment Kaise Aur Kab Milti Hai is post ko read kare.

Finally Friends ab aap samaj gaye honge ki google Adsense kya hai aur ye kaise kam karta hai. But fir bhi agar aapko kuch confusion ya fir koi bhi Question ho Adsense Ke Related to aap nichee comment box par puch sakte hai. Muje khoshi hogi aapki help karne me.

Comments

Popular posts from this blog

Shaadi Mein Zaroor Aana Torrent Full Movie Download HD 2017

The Predator (2018) Download Dual Audio Hindi 300MB HD 480p 720p Mo

Athiratha (2018) Download Hindi Dubbed 480p HD 350MB latest Movies