Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa

WordPress Website Ke Liye Web hosting Kaha Se Kharide








Jab koi blogger apna blog blogger (blogspot) se wordpress me move karta hai to use ek hosting lena padta hai.Aur har blogger ke man me ye sawal uthta hai ki apne wordpress blog ke liye hosting kaha se aur kaise kharide.Aap iss post me inhi sab ki jankari hindi me lenge.



Kis Company Se Hosting Le

Agar wordpress hosting ki bat aati hai to sabse achha hostgator india , godaddy aur blue host hai.yaha par mai hostgator india se hosting kharidne ki salah dunga kyuki kuchh problem hone par aap iske support team se hindi me bhi baat kar sakte hai.

Hostgator India Se Hosting Kaise Kharide

To chaliye hostgator india se hosting kharidne ke bare me jankari lete hai.

STEP.1- Sabse pahle iss address
Hostgator india me jaye.

STEP.2- Ab hostgator ka page open hoga isme Get Started Now! likha hoga waha par click kare.

STEP.3- Ab aapko apna hosting plan choose karna hai yaha par choose a plan par click kare.

STEP.4- Yaha par aap baby plan choose kare kyuki mai bhi yahi plan istemal kar raha hu.Aur ab apko hosting kitne time ke liye chahiye use select kare.agar aap ise sirf test karna chahte hai to 1 month select kare ya fir 1 year hi select kare.Uske bad Buy Now par click kare.

STEP.5- Ab yaha par apko puchha jayega ki aapne pahle se domain le rakha hai ki domain lena chahte hai.yaha par bata du ki har hosting ke sath ek domain name free me milta hai.

STEP.6- Agar aapne domain le rakha hai to Yes me click kare ya fir nahi liye hai to No par click kare.

STEP.7- Yadi aapne Yes kiya hai to agle step me apko apne domain name ka naam dalna hai.Aur yadi apne No kiya hai to jo domain name chahiye use dale aur niche red color me likha hoga use untick kare fir
continue par click kare.

STEP.8- Yaha par mai apko Yes wala option batata hu. Yes karne ke bad apne pahle se kharida hua domain name dale fir niche jo red color me likha hai use untick kare fir continue par click kare.

STEP.9- Ab aapke samne sign in ka option ayega.agar apke pass pahle se
hostgator ka account hai to sign in kare nahi to creat an account par click kare aur apna account banaye.

STEP.10- Ab apke samne payment ka option ayega yaha par aap apne suvidha anusar payment method choose kare.mere hisab se debit card se payment karna sahi rahega.


Aapko Ye Post Kaisa Laga Aap Hosting Lene Se Pahle Aap Hume Jarur Bataye Aap Kon Sa Hosting Le Rahe Hai

Is Post Ko Share Bhi Kare

Comments

Popular posts from this blog

Shaadi Mein Zaroor Aana Torrent Full Movie Download HD 2017

The Predator (2018) Download Dual Audio Hindi 300MB HD 480p 720p Mo

Athiratha (2018) Download Hindi Dubbed 480p HD 350MB latest Movies