Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa...

Bloger Blog Me New Post Kaise Likhe




Iss Article mei Ham janenge ki Apne Blog Mei first post kaise likhe . Jab ham blog bana lete hai toh uske baad problem hoti hai blog ko design karne ki . aor blog mei post likhne ki. Lekin mai aapko bata du ki blog ko toh ham design karte rahenge .


usse phele hamko focos karna karna hoga visitoro par. Iske liye hamko acchi post likhni hogi aor usko social sites par share karna hogo jisse hame visitor mile aor hamare blog ki rank badhe.

blog me post kaise likhte hai
Sabse phele toh yeh conform kare ki aapko kya likhna hai.

Aor uski puri jankari phele taiyar karle.

Bloger Blog Me New Post Kaise Likhe



Ye Bhi Padhe






Sabse Pahle blogger mei login kare

–>New post ke icon par click kare

Mai aapko yaha par 2 fayde bata du jo aapke Internet Data ko save karenge.


1)  Jab aap post likhna start karte hai tab aap DATA Ko OFF kar sakte hai kyu ki ham post ko offline mei likh sakte hai. Aor jab post public kare jab data on karle.

2) Agar aap chaho toh post ko Kishi memo,Ebook, mei likh sakte hai fir usko copy karke blog post mei paste kar sakte ho. Fir usko post ke andar edit kar sakte ho.

Yha kuch options hai jo aapko post likhte time kaam aayenge. jo niche images mei dikhaye gaye hai. aor unka matlab nice bataya gaya hai

Bloger Blog Me New Post Kaise Likhe



Ye Bhi Padhe






Jo aap post likhte ho wo Compose ke andar likhi jaygi. Isliye post likhne ke liye Compose par click kare.

Fir
–>New post ke icon par click kare
 jo bhi post likhni hai usko likh de.

Upper Images ko dekiye…..



1) Link–>

Iske duaara ham koi bhi url jor sakte hai. Jaha bhi aapko url jorni hai phele waha click kare phir link par click kare.
Link par click karne ke baad ek naya page khulega jisme 2 chote box milenge. phele wale box mei hamko url ke baare mei likhna hai Aor dusre wale mei Url likhni hai. Fir ok buttions par click karde. Aapki link jur gayi hai.
Ex:- Jaisa mei yaha likh jor raha hu–>


2) Read more–>

Iske duaara ham post mei Read more….. add karte hai. Aapko jaha bhi read more lagala hai waha par click karke no. 2 wale icon par click kare Aapki post 2 Bhago mei tuut jaygi. Matlab aapne read more select kar diya hai.


Ye Bhi Padhe

Blog Teamplates Download Karne ke Liy Best 15 Website Hindi Help Se

5 software Jinki Jarurat Har Blogger Ko Hoti Hai Aur Download Kar Ley




3) Images–>

Iss par click karke ham images upload karte hai. Jaha bhi images set karna hai waha click karke images icon par click kare. Aor images upload kare. Har post ke andar kam se kam ek images jarur upload kare.

4) Heading/Normal–>

Iss par click karke ham kishi bhi line ko heading me badal sakte hai.

5) Agar aapko koi bhi video share karni hai toh usko youtube par upload kare fir uska url yaha share karde.

Aap dusra images Dekhe jo niche dikhya gaya.

Bloger Blog Me New Post Kaise Likhe


1) Lable–>

Yeh ek memory card ke foldar ki traha hai. Jiske duraa ham yeh batate hai ki yeh kya hai. Ex:- Joke,poem,blog,make,story

Ye Bhi Padhe

Blog Ke Template Ko Mobile Friendly Kaise Banate Hai Uski puri jankari hindi me


Hindi Aur English Kaun Si Language Me Blloging Karni Chahiye


2) Schedule–>

Iske andar agar aap “Automatic” Select karte ho toh aapki post Turant public ho jati hai. Aor agar time set karte ho toh post set kiye huye time par hi public hogi.

3) permalink–>

Isme duaara hamko post ki Url (link) milti hai jisko ham kahi bhi share karte hai.

4) Location->

Location set kar sakte ho ki post kis area se likhi gayi hai.

5) search description–>

Iske andar aap post ke baare mei 2-4 line likh sakte ho . agar koi visitar post se reletid kuch search kare aor aapki post search mei aa jaye.

6) Options–>

Iske andar aap “Allow” select kare.

7) custom Robot Tags–>

Isme aap “Default” Select kare.
Yeh Jo points hai wo har post mei use hote hai. Inke alava bhi bhut icon hai jinko ham use le sakte hai. Aap apne hisab se use le sakte hai. Aapko yeh jankari kaisi lagi . hame comment karke bataye. Aor Related post padhe

Hamara soch any time aapko logo ko madad karne ka hai

Comments

Popular posts from this blog

The Predator (2018) Download Dual Audio Hindi 300MB HD 480p 720p Mo

Internet Par Website Blog Kaise Banatey Hai

Tubelight Full Hindi Movie Download in HD, Full HD,Mp4,3Gp Download Now