Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa

Android Mobile Ki Best Camera App


Best Android Camera

Jab koi acha time jata hai toh wo kabhi wapas nahi ata,lekin photo ke jariye hum usye phir se dekh sakte hai.Aaj kal sabhi ke pass android phone hai or sabhi phone me high quality camera hota hai.Lekin sabhi phone me 8 megapixel ya usye adhik ki quality ka camera nahi hota Jiski wajah se achi picture nahi ati.Hum ek simple quality ke camera ko bhi high quality camera bana sakte hai.Mai apko kuch android best camera application ke bare me batunga Jisye download karne ke baad apke android camera ka features adhik ho jayega.




kyunki is article me apko 2016 ke best camera app ke bare pata chalega.Jiske Help se aap Android Phone ke camera features or quality dono ko adhik kar sakte hai.Aye jane kaise hum apne Android camera ke quality achi kar sakte hai.


Best Android Camera App List 2016

1. Open Camera

Agar apko lightweight or fast camera app pasand hai toh Open Camera apke liye best choice hai.Ye bilkul free hai or apko jo adjustment setting chahye wo sabhi is app me maujud hai,Jaise ki manual focus,ISO, exposure time.
Open Camera ki ek or khashiyat hai wo hai iska widget jise hum home screen pe bhi add kar sakte hai.Widget se hum one touch press pe app ko open kar sakte hai or pictures capture kar sakte hai.Agar apko quick photo capture karna hai toh ye app apke liye suitable hai.








2. Google Camera

Google Camera App ek best popular camera app hai.Isye clean or simple interface ke sath kuch manual settings bhi diya gaya hai.Isme panarma mode or photo sphere feature bhi hai,Lens blur Jise hum background ko blur kar sakte hai,aise features pahle se is apps me available hai.
Waise is apps ke bahut se negative reviews bhi hai lekin agar ye kisi Android phone me sahi se kaam karta hai toh ye ek best camera app hota hai.



3. VSCO Cam

VSCO camera user friendly nahi hai,Apko starting me isye samghne me thora problem hoga lekin ye apne customization or quality ki wajah se best camera application hai.
VSCO Cam camera ke sath editing ki features bhi deta hai or pic ko edit karne ke baad Instagram pe share karne ke option bhi deta hai.Isme premium Temprature,tint or contrast ka option bhi hai.






A Better Camera Name ki tarah hi ye bhi normal camera ko standard camera me transfer karta hai.A Better Camera me bahut se features hai,best shot se lekar blur effect tak.Ye thora simple hai lekin perfect hai.
A Better Camera se hum video ko HDR me record kar sakte hai.Ye free hone ke baad bhi isme bahut kuch adhik diya gaya hai.Agar bahut se photo lene ke mood me hai toh ye apps best hai.



5. Camera360 Ultimate

Play store pe Camera 360 sabse popular camera app hai.Ye picture capture ke time lens filter ka use karta hai. Isme bahut se option or effect pahle se hai.Use karne me sabse easy hai.










6. Pixr Effect-Effect Express

Effect express best android camera app ka sabse popular or best app hai kyunki image editir bhi hai.Kisi or apps me image edit karna hard hai but isme sabse simple.Effect Express me automatic image correction ,adjustments, heal,splash hai.Ye photoshoo ka exprience deta hai.Alag alag font me aap text bhi type kar sakte hai.

Comments

Popular posts from this blog

Shaadi Mein Zaroor Aana Torrent Full Movie Download HD 2017

The Predator (2018) Download Dual Audio Hindi 300MB HD 480p 720p Mo

Athiratha (2018) Download Hindi Dubbed 480p HD 350MB latest Movies