Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa

Android Mobile Ki Spped Kaise Badhaye 8 Best Tips

Aaj 4G ka jamana hai but in sab ka kya fayda jab phone me 2G bhi sahi se nahi chalta ho. Android user ko ye problem rahti hai ki internet pack dalane ke bawjud bhi mobile me net fast nahi chalta hai. Aysa nahi hai ki phone me internet speed slow chalne ki kharab internet connection hi ho. Actually android mobile me slow net chalne ki kuch or bhi wajah hoti hai.

Android Mobile Ki Spped Kaise Badhaye 8 Best Tips


Agar aap ye post padh rahe ho to jahir hai aap apne mobile ki slow internet speed se pareshan hai. Dom’t worry ab aapko pareshan hone ki jarurat nahi hai.Is post me mai aapko internet speed fast karne ki aysi trick btane ja raha hu. Jo real me aapke smart phone ki internet speed ko fast bana degi.

Apne Android Phone Ki Internet Speed Kaise Badhaye 8 Badiya Tarike

1. Android Phone Kharidne Se Pahle Ye Bate Dhyan Rakheaapko nre mobile buy karte time in bato ka khyan rakhna chahiye. Phone kharidte samay uski
Internal Memory par dhyan de, Mobile ki internal memory jyada honi chahiye. Sath hi android mobile ki Ram and Peocessor ka bhi dhyan rakhe. Aapke mobile ki jitni jyada ram hogi or jitna badhiya processor hoga. Utni hi badiya phone ki internet speed or performance hogi. Isliye naya mobile kharidte time in cheezo ka khas khyal rakhe.

2. Phone Ke Internet Browser Ko Update Kare

Mobile me dheemi internet chalane ki sabse badi wajah hoti hai ki aapka internet browser update nahi hai. I sure agar aap internet browser ko update kar lete ho to internet speed 20% tak badh jayegi or fast browsing hogi. Jab aapko broeser me slow browsing hoti mahsoos ho to samajh lijiye ab is browser ka latest version aa gaya hai. Log smartphone me sabse jyada uc browser use karte hai or uc browser humesha latest version me achi speed deta hai.

Actually humare kisi bhi browser ko adhik samay tak use karne se usme virus jaisi problem ho jati hai .Isliye software company browser update bhejti rahti hai. Jisse browsing experience bana rahta hai. Isliye aap jab bhi aapko last update ki notification mile to aap browser ko jarur update kare.

Browser ke sath hi Google Play Service or Google Play Store ko bhi update karna na bhoole. isse bhi internet speed me fark padta hai or aapke mobile ko better processing milti hai. Plat store ko nahi to google play service ko to jarur update karte rahe.

3. Virus Scanner Install Kare

Jab bhi aap safar me hote ho. Fir chahe aap train ,bus, matro ya kisi bhi or vehicle me ho to aap safar me internet jarur use karte honge. Ayse time me unsecured websites se virus attak ka khatra jyada badh jyada hai. Virus se aapke mobile par bura asar padta hai jisse internet speed kam ho jati hai.

Isliye aapke mobile me Anti-virus ka hona Bahut jaruri hai. Important bat ye hai ki virus scanner se aapke phone ki internet speed to badhegi hi sath hi aapka mobile bhi secure rahega.

4. Uninstall Extra Apps

Aajkal play store par bahut sare games and other features application avaialable hai ki har koi unhe istemal karna chahata hai. Agar aapke pas anroid phone hai to is bat me koi shaq nahi hai ki aap game app use karte hoge.

Mobile me exra apps use karne se internal memory full ho jati hai. Jiski wajah se aapke smartphone ki processing slow ho jati hai or internet bhi dheemi chalne lag jati hai. Isliye phone me se sabhi extra apps ko uninstall kar de. Or aap chahao to un apps ko bhi delete hata sakte ho jo phone me pahle se ho or aapke koi kaam ke nahi hai. Isse aapke mobile ki memory 40% tak badh jati hai.

5. Internal Memory Badhaye – Clear cache


Jiasa ki maine upar btaya tha ki phone me fast net chalane ke liye internal memory jyada honi chahiye. So aap apne phone me internet memory ko badhane ke liye faltu ke application ko remove kar sakte ho sath hi phone ke apps ki cache history or unwanted files ko clear kar ke internal memory badha sakte ho. Internal memory badhane ke 3 badiya tarike hai.


  1. samay samay par caches delete karte rahe. Iske liye aap amdroid phone ki settings > storage > cached data ya apps par ja kar caches ko remove kar sakte ho. 
  2. Uninstall Extra Apps: Aaj phone me se un sabhi application ko uninstall kar sakte ho jo aapke kisi kaam ke nahi hai or jinhe aap bilkul bhi use nahi karte.
  3. Delete Unwanted Files: Android phone me ek sase badi problem hoti hai ki usme memory card and phone memory me unwanted files apne aap banti rahti hai. Jiski wajah se internal memory bhar jati hai. Aap kuch time ke bad in unwanted files ko delete karte rahe.

6. Phone Me Big Size Ki Files Download Na Kare


Mobile ki internet speed slow hone ka ek or bada reason hota hai phone me badi badi files jaise HD movies, videos download karna. 

Aapko btana chahunga ki jab hum mobile me jyada badi files download karte hai to internet automatically slow ho jata hai. Shayad aapne bhi ye dekha ho. Isliye phone me big size ki file download karnse bache.
Sath hi phone ke download folder ko khali rakhe. Aap jo bhi item dowload kare use download karne ke bad memory card me move kar le.


7. Facebook Apps Ko Uninstall Kare

Mobile me slow internet chalne ka facebook apps bhi bada reason hai. Facebook apps ko use karne par isme bahut jyada caching add ho jati hai or ye akle apps hi phone memory me 200 MB se jyada size ki jagah bana leta hai. Or sabse badi bat facebook apps me kei bar hack hone ki shikyat bhi rahit hai. Ayse me aap facebook aplication ko uninstall karke apne mobile speed ko badha sakte hai. Ye trick mai already use kar chuka hu isse lagbag 10% internet speed fast ho jati hai.

8. Apne Mobile phone Ka Light Kam Rakhey

is liye taki jab bhi koi hum work kartey hain to hamare mobile pe bahut jyada jorb padti hain 
aur uski display bhi kyada lamba hota hain isliy apne mobile ka hamesha light kam kar ke hi rakhey isse aapke aankho per bhi koi dikat na hogi aur nahi mobile ko koi dikat hogi 

Finel Me Kahna Chahunga Aal Is Tips Se Bahut Kuchh Sikh Gye Honge Aap To Apna Phone Bacha Saktey Hain Apne Dosto Ke Phone Ko Bhi Bacja Saktey Hain Ye Post Jarur Share Kare Apne Dosto Ke Paas 

Comments

Popular posts from this blog

Shaadi Mein Zaroor Aana Torrent Full Movie Download HD 2017

The Predator (2018) Download Dual Audio Hindi 300MB HD 480p 720p Mo

Athiratha (2018) Download Hindi Dubbed 480p HD 350MB latest Movies