Sorry friends mai kuch dino ko baad article likh raha hu isse aap logo ko dikakt hi hoi hogi lekin koi baat nahi
aaj ka duniya fashion ka hai har koi chahta hai use kuch important aur kuch stylish chijo ke bare me jane
jo uniaebhi ho aur important bhi ho is tarah maine bahut sari post publish kiya hu taki duniya fashion aur important se bhara rahe aur ise tarah se mai post karta bhi rahunga aasha karta hu.
aapko ye bhi post achi lagegi to chaliye start kartey hay
aaj ka hamara topic hay video editing ka aaj mai kuch important software lekar aaya hu jinki madad se aap apne computer se achi achi video editing kar sakte hai
aur o bhi free me
21. Best Aur Important Video Editing Software Computer Ke Liye
1. LightWorks: Ye ek powerful video editing tool hai, jisme ek badiya movie bana sakte hai. Aapko jaan kar herani hogi par is software par Batman or Mission Imp[ossible jesi badi movie bhi bani hai.
Download Now
2. Mewa Film: Is Software me ham Video ko edit kar sakte hai, iska sabse main kaam hai ki agar koi cideo hai uske kuch part ko aage ya piche karna hai, ya koi part hai wo hatana hai to simpel drag n drop karke kar sakte hai.
Download Now
3. Windows Movie Maker: Ye Windows me phele se aata hai jo use karne me bhut aasan or simple hai. Is Video editior me jada option to nahi hai par agar aapko simple ek video banana hai to aap isme bana sakte hai.
Download Now
4. DVD Knife: Ek ek simple tool hai DVD me se Video ko save karne ke liye. Isme hame simple Video ko select karna hota hai starting or end point or fir jese hi save karte hai utni film hamare computer me save ho jate hai. Iski process bhut fast hai.
Download Now
5. VirtualDub: VirtualDub ek video recoder or editor hai jo 32 bit or 63 bit dono me work karta hai. Iska GNU license hai to koi bhi isko use kar sakta hai Free me. Is Software me badi file ko bhi jaldi edit kiya ja sakta hai. AVI or MPEG-1 formate me video bante hai is editor me.
Download Now
6. AVITricks Video Editor: AviTricks ek aasan or free video editor hai jisme ham live preview karke bhi dekh sakte hai. isme hame timeline bhi milti hai jispar ham video ko alag alag timeline me add karke edit kar sakte hai.
Download Now
7. T@b ZS4 Video Editor: ZS4 Video Editor ek free tool hai isko aasani se download karke use kiya ja sakta hai. Is Software ko mainly files ko add karke video banane ke liye use kiya jata hai.. jese Image, Sound, video ko add karke ek video bana sakte hai iss software me.
Download Now
8. DVDVideoSoft Free: DVDVideoSoft ek chota or aasan software hai jisme Video or audio ko edit kiya ja sakta hai. Is Ek software me ham video k edit bhi kar sakte hai or usko DVD me burn bhi kar sakte hai, or iske sath sath ham video audio ka formate bhi change kar sakte hai taki wo har divice me ham use kar sakke.
Download Now
9. WAX: Wax is Professional Video editor hai jisme special effect add kiye ja sakte hai video. Wax me 2d 3d effect badi aasani se add kiye ja sakte hai or sabse main baat ye bhi free hai.
Download Now
10. Zwei-Stien Video Editor: Agar aap koi aesa video banana chate hai jisme bhut sare chote chote video, image or sound clips hai to aap is software ka use kar sakte hai. isme aap 256 Video ko ek sath edit kar sakte hai, or image or audio ko bhi. Editor me hame 64 effect bhi milte hai jo ham video me add kar sakte hai.
Download Now
11. Cinefx Jashaka: Cinefx ek offline playback, editing, encoding, animation or visual effects tool hai jisme special effect add kiye ja sakte hai bhilkul ek professional editor ki trha. Hollywood me special effect ke liye bhi is tool ka use kiya jata hai.
Download Now
12. DVDVideoSoft Free: DVDVideoSoft ek chota or aasan software hai jisme Video or audio ko edit kiya ja sakta hai. Is Ek software me ham video k edit bhi kar sakte hai or usko DVD me burn bhi kar sakte hai, or iske sath sath ham video audio ka formate bhi change kar sakte hai taki wo har divice me ham use kar sakke.
Download Now
13. Blender: Blender ek Free open source 3D Video editor hai, jisko koi bhi publicy use kar sakta hai. Is Tool me Edit kar sakte hai, 3D Graphics add kar sakte hai, special effect add kar sakte hai or bhi iske aalawa bhut kuch hai.
Download Now
14. Zwei-Stien Video Editor: Agar aap koi aesa video banana chate hai jisme bhut sare chote chote video, image or sound clips hai to aap is software ka use kar sakte hai. isme aap 256 Video ko ek sath edit kar sakte hai, or image or audio ko bhi. Editor me hame 64 effect bhi milte hai jo ham video me add kar sakte hai.
Download Now
15. AVI Trimmer: AVI Trimmer ek free or fast evideo editor hai jisme bina quality ko ka kiye video ko cut kar sakte hai, edit kar sakte hai. Video ko edit karne ke baad video ka formate bhi badal sakte hai apni marji ke hhisab se.
Download Now
16. Avidemux: Avidemux ek free Video Editor hai Simple Cutting, filtering karne ke liye. Isme bhut se video formate suppport karte hai jese AVI, DVD compatible MPEG files, MP4 or ASF. Isme Video editing badi aasani se render ho jati hai.
Download Now
17. StoryBoard Pro Software: Ye ek badiya SOftware ek Animited story banane ke liye, jisme aese tools diye hai, un tools ki madad se ham video me text, title, bagera add kar sakte hai. Editor me Video, Image, music bagera bhi add karke ek acha Video bana sakte hai.
Download Now
18. MoviStorm: MoviStorm is puri trha se 3D Movie banane ke liye hai jisme aap badi aasani se cartoons, crime, music, horror etc bana sakte hai. Ye software animation video banane ke liye best software hai.
Download Now
19. AVIedit: Ye bhi ek badiya SOftware hai .AVI files ko edit karne ke liye. isme ham badi aasani se Video ko edit, Chota bada, Cut , join kar sakte hai or Frame by Frame bhi edit kar sakte hai. Is Software ki ek or khas baat ye hai ki isme Video Compress hoke banta hai, matlan kam memory me acha video.
Download Now
19. Movica: Movica ek Graphical user Software hai jisme movies ko aasani se edit kiya ja sakta hai. Is SOftware ki ek khas baat ye hai ki isme keyword ki shortcut keys use kar sakte hai jisse kaam or aasan ho jata hai.
Download Now
20. Video Spin: VideoSpin ek free editor hai jo bhut acha hai dusre free software se compare kare to. Isme ham basic editing or movies badi aasani se or achi se bana sakte hai.
Download Now
21. Edison: ek aisi software hai jaise shadi ke kaiset bantey hai aur uska designing bahut achi hai sabhi log shadi ke liye isi software ka prayog karte hai aur ye bilkul free software hai
Ye Bhi Padhe
Is post se Rileted Koi sawal jawab ho to Coment jarur kare
Comments
Post a Comment