NEW And Latest Future le Aata Hai. jaise Samay Bitata Ja raha hai. Smartphone Ki Duniya Jyada Se Jyada Services User Ko Provide karne Ja Rahi hai. Aaj Mai Is Short Article Me Android Mobile facelock Kya hai Aur Ise kaise Use Karte Hai Isaki Jankari Dene Ja raha Hu.
Smartphone Kisi ka Bhi Ho wo Secure Rahna Chahiye. Kyuki Aajkal Ham Apane sabhi personal kam Bhi Karte hai. android me hamari personal photos video aur bhi kai sari files ho skti hai. Jise aap nahi chahte ki koi apki files ya photos dekh ske. Android me aapko kai tarah ke lock ke options mil jayega jaise pin pattern slide etc. Ye option ko log jyada use karte hai. Lekin aaj ki post me mai apko bta rha hu ki
kaise lagaye. Facelock shayad abhi tak bohat kam log hi jante hai. Lekin is post se aap asani se facelock lagana seekh jayege. Toh agar aap
Android Mobile Facelock
seekhna chahte hai toh bas post ko padhte rahiye.
Android Mobile Facelock
Sabse jyada hame pattern lock me problem hoti hai kyuki agar koi dusre ke pas apka phone chala jata hai aur wo pattern daalne ki kosis karta hai yadi 4-5 bar wrong pattern pad jata hai toh hamara phone lock jata hai.
agar aap Android Mobile Facelock ka istemal karege toh apke sath aisa kabhi bhi nahi hoga ab aapke phone ko koi bhi open nahi kar payega. Kyuki facelock tabhi apke phone ko open karga jab ki apka chehra scan na kar le. me aap apne chehre ko set kar skte hai. Facelock features aapko phone me kabhi bhi nahi dikha hoga kyuki ye ek hide feature hota hai. Isko use karne ke liye aapke phone ka android 5.0 lollipop hona chahiye. Agar aapke phone ka version 5.0 hai toh aap neeche btaye gaye steps ko follow karke
Android Mobile Facelock
Android Mobile Facelock Use Kar Sakte hai.
Mobile Number Ki Jankari Information location Address Pata Kaise Kare
apne android phone ko fast kaise banay
Android Mobile Facelock Kya hai Kaise Use kare ?
Sabse Pahle me jaye aur Par Click Kare
STEP 1 Settings
Security
Ab Security Me aapko
ka options dikhai dega is option par tap kare.
STEP 2 advance security
Ab Par Tap Kare fir apko ka option dikhai dega. Is option ko aapko enable karna hai. Aur wapas fir security me jaye.
STEP 3 Trust Agent
Smart Lock Google
Ab Security me apko
, ke sath sath Smart Lock ka option dikhai dega.
STEP 4 Pin, Pattern, Slide
Ab Smart Lock Par Tap Kare aur apne security me jo password lagaya hai wo type kare aur Next par click kare
STEP 5 Ab apke ke samne ek page open hoga usme likha What Is Smart Lock Aap Par click kare
STEP 6 Go It
Ab agle page me 4 options show hoge
#trusted device
#Trusted Places
#Trusted Face
#On-Body Detection
Aapko apne phone me face lock set karna hai isliye aap ka option select kare
trusted face
Ab aap next page me set up option par tap kare. aur apne face ko scan kare. jab apki scanning complete ho janae de.
STEP 8 Bad me apko next par click karna hai.
Ab " Ko ok karna hai. Step-9 All Set
Ab apka Android Mobile Facelock activate ho gaya hai. ab jab bhi aap apne phone ko on karege tab apko apne face se scan karna hai. aap chahe abhi apne phone ko lock karke check kar skte hai. Aaap Android Mobile
Face android Locker
Aap yaha se download kar sakte he
Is post se Rileted Koi Bhi sawal jawab hai to coment jarur kare
Comments
Post a Comment