Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa...

Blogger Template Se Navbar Ko Hide Or Remove Kaise Kare Puri jaankari Hindi Me

Hello dosto, Mai aaj apko iss post me bataunga ke blogspot blog me jo blog ke top me navigation bar hota hai wusko kaise remove kare ya hide kare. jyada tar logo ko apne blog par ye navebar pasand nahi aata kyoki isse apka blog professional nahi lagega isse apka blog achha nahi dikhega aur assani se pata chalega ye blog blogger par bana hai to aap chahte hai apka blog professional website ki tarah dikhe to apko ye navbar ko hatana hoga ya isse remove karna hoga. Hum aaj is post me Isee completely kaise remove or hide karte hai ye dekhenge

waise navbar visitors se jyada blogger ko hi kaam ataa hai kyo ki yaha se app directly blogger dashboard me ja sakte hai sing out ho sakte hai. Visitor navbar se koi bhi page social media ya gmail par share kar sakte hai yaha par blog admin ka email id bhi show hota hai.
















How To Remove Navbar From Blogger



navbar ko remove karne ke 2 method mai janta hu wo dono method mai apko is post me bataunga blog settings se bhi aap isko remove kar sakte hai but agar aap custom template use karte ho to kisi kisi template me app settings se navbar ko remove ya hide nahi kar pate iske liye fir apko jo template ki HTML coding se isse remove karna padata hai Iss liye mai apko dono method iss post me batauga.




Method 1

Sabse pahle apka blogger account login kare aur apka blog select kare blogger dashboard me anne ke bbad sabse pahle apne blogger template ka backup kar ke lena kyo ki agar kuch problem aya to hum wapas restore kar sakate hai. Back up lene ke liye blogger dashboard me jo drop down menu hai ussme apko template option par click karna hai, abhi apke right side me sabse upar backup/restore ka option dikhega usko click kare aur isme download template par click kare.


Internet Par Website Blog Kaise Banatey Hai



Website Aur Blol Me Kya Fark Hai


Backup lene ke baad Wapas Blogger Dashboard me aye dashboard me drop down menu me jo layout hai wuse click kare abhi abhi layout me apko navbar naam ka widget dikhega usme apko edit me jana hai.




Navbar widget me edit par click karne ke baad apke samne ek new popup box khulega jisme navbar ke aur bhi alag alag design hoge agar ap navbar ki design change karna chahte hai to kar sakte hai nahi to app off redio button par checks laga kar save kardo.



Abhi check karo blog ko view karke apka navbar hide ho chuka hoga.

Blog Ke Template Ko Mobile Friendly Kaise Banate Hai Uski puri jankari hindi me


Hindi Aur English Kaun Si Language Me Blloging Karni Chahiye


Method 2

Iss method me apko template me coding karni hogi sabse pahle app blogger dashboard par jaye fir templates template me Edit HTML pe click karo abhi apke samne template ki puri coding hogi yaha par app head tag ke andar kahi par bhi maine niche jo code diya hai wo code copy kar ke paste kardena hai aur save template kar do. Par dyan rahe thoda carefully karna hai kyoki coding me kuch problem aya to template me bhi problem ayega.



Blogger Dashboar >> Template >> Edit HTML




In do methods ki help se app navbar ko hide ya remove kar sakte hai agar isme koi pareshani aati hai to app comment me mujhe bol sakte hai.

Comments

Popular posts from this blog

The Predator (2018) Download Dual Audio Hindi 300MB HD 480p 720p Mo

Internet Par Website Blog Kaise Banatey Hai

Tubelight Full Hindi Movie Download in HD, Full HD,Mp4,3Gp Download Now