Aur Website Ka Name Suna Hoga.Tab Se Aapke Dimag Me Ek Saval Hoga Ki Blog Aur Website Me Kya Fark _ Defference Hota Hai ? Simple Basic bat ye Hai Ki Blog Ek Social Paltforms Ki Tarah Kam Karta Hai Aur Website Ke Kam karne Ke Tarike usake owner pe Depend Karte Hai. mai Aapko Blog Aur Website me Kya Fark Hota Hai Wo Dono Ki Bate Batake Samjana Chahta Hu.
Website kya hai?
Mai aapko ek example deta hun, Maan ligiye aapka ek business hai. Usme aapka kaam logo ko samaan bechna hai, jis tarha samaan
bechne ke liye aapko ek dukaan ki jaroorat hoti hai, bilkul usi tarha internet par website aapki dukaan ki tarha kaam karti hai.
Website par log sirf kaam se aate hai.
iska ek accha example hai. Websites internet par aapke business ke pehchaan banane ke kaam aati hai, website banane se logo ko bharosa ho jata hai ki aapka kaam fargi nahi hai.
Flipkart
Aaj ke samye me lagbhag har ek business ki apni website hai. Aur to aur ab har sarkari kaam online websites par hi hota hai,
aur abhi abhi Government ne nayi website banayi hai jispar aap apne jaroori documents surakshit rakh sakte ho.
Ration card, Aadhaar card, Income Tax
Ab mai aapko blog ke baare mai btata hun, isse aapki confusion door ho jayege.
Blog kya hota hai ?
Bloger pepe free me banaya jata hai. Blog ek prakar ki website hai, farak ye hota hai ki blog par samye samye par articles dalte rehte hai. Jaise ki hamari website ek blog hai, aap aajtak news website ko bhi ek blog kah sakte hai
Kehne ka matlab blog par logo ko time to time kuch na kuch naya milta rehte hai. Aap apni life ke baare me bhi blog shuru kar sakte ho, aap apne blog par kavitaye bhi likh sakte ho. Maan lijiye apka Art me bohot interest hai to aap har 2-3 din baad kuch naya banakar daal sakte ho.
Blog ka kya fayada hai ki log ispar baar baar aate rehte hai, jaise aap news bar bar dekhte rehte hai. Lekin website par cheeze lagbag ek jaisi rehti hai, aur waha aap tabhi jaate hai jab aapko use company se kuch kaam hota hai. Lekin blog par aap nai nai updates lene roj jaate rehte hai.
Blog par bhoto jada cheeze ikkathi ho jati hai kyoki blog par kuch na kuch naya update hota rehta hai. Aur hum Google par search kaise karte hai? Likh kar. To jaha par jada likha hoga Google usi ki website ya blog apni list me upar dikayega. Is maamle me blog ko jada fayada milta hai aur jada traffic aata hai, jisse ke blog ko paise kamane ya customers banane me jada fayada ho jata hai.
Ek ache blog ka maksad logo ko kaam ki baate batana hai, blog ka maksad kuch benchna nahi hona cahiye. Haan aap kisi cheez ke baare me likh kar traffic laa sakte hai apne blog par aur us traffic ko aap customers me badal sakte hai, ek alag website ya page banakar (jaha aapka koi product ho bechne ke liye). Blog par kuch kaam ka likhoge tabhi log dubara aapke blog par aayege.
Ab Aapka Saval : Blog Aur Website Me Kya Fark Hai Wo Solve Ho gaya Honga. Koi Saval Hai To Hamse Puchh Sakte Hai.
friends kya ye article help full he iske bare me hame zarur btaye aur blog aur website ke bare me aapka koi bhi sawal he to aap yaha comment box me comment
Comments
Post a Comment