Posts

Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa...

What is Google AdSense Google AdSense kya hai Puri jaankari Hindi Me

Image
Google AdSense kya hai? Adsense Google company ka ak product hai, jise ap apni website,Blog,You,Tube channel ko monetize kar sakte hai or uske us se ap peise kama sakte hai. Google AdSense kaise kam karta hai ? Maan lijiye ki apki koi website hai. Yaa koi blog, You, Tube channel hai to ap huve publisher.Or jo log apki website pe aate hai use kahe hai Traffic.or Jo log yaa companys Ads dikha kar apki traffic tak pahonch na chahate hai use kahte hai Advertiser. Ab advertiser jo hai vo Google AdSense ke madhaym se apki website, channel ya blog par ads dikhate hai .jis ke liye vo AdSense ko peise deta hai AdSense kuchh peise kaat kar apko baki ads revenue de deta hai. Hindi Aur English Kaun Si Language Me Blloging Karni Chahiye Website Aur Blol Me Kya Fark Hai Maan lijiye advertiser google adsense ko 1000 bar ads display hone ke liye 3 dollars deta hai. google AdSense apna ak cut le leta  maan lijiye 1.2 dollar. Or baki ke jjo 1.8 dollar hai wo apko payment ke rup...

How To Create You Tube Channel Puri jaankari Hindi Me

Image
Is post me mai aapko bataunga aapna YouTube channel kaise banaye aur us channel me videos upload kaise kare. Aapko ye jan kar khushi hogi hum YouTube ke videos par adsense ke ads dikha kar paise bhi kama sakte hai. Aur Traffic Bhi Pa Sakyey Jain Gaming aap aapne viewers ko gamming ki jankari de sakte hai jaise game kaise play karte hai etc. Makeup / beauty tutorials – Ye topic select karke aap aapne viewers ko beauty tips aur tutorials offer kar sakte hai. Agar aap female hai toh aapko aise videos bana na bahot hi aasan hoga. YouTube se paise kamane ke liye hume bus video recording ki skill chahiye. YouTube se paise kamane ke liye aapko sirf karna etna hai YouTube par aapna channel bana kar usme videos upload karne hai lekin ye sab karne ke liye kuch conditions hai unko aapko follow karna padega so niche wo sari conditions mention kiyi hai aap pad sakte hai. Simple words me kahe toh aapko YouTube se paise kamane ke liye aapko YouTube channel banakar usme videos uplo...

Whatsapp Par Id Kaise Banaye Puri jankari hindi me

Image
Whatspp ek instant text messaging application hai jo text message, voice calling, photo and video sharing jaise kai feature deta hai.whatsapp duniya ka sabse popular social app hai. Whatsapp ke jariye aap apne contact me save numbers se online chat kar sakte hai jinhone whatsapp par id bana rakhi hai, aap apne dosto ke sath image, video, contact aur location share kar sakte hai. Ek mobile se Dusre mobile me Internet Data Share or Transfer kaise kare Puri jaankari Hindi Me  Free mobile Recharge kaise Kare Whatsapp Facebook Use Kar Ke Ye application itni popular isliye hai kyoki iska interface sabse badiya hai aapk koi bhi chiz send karte ho to wo turant aapke dost ko recieve ho jayegi, is app me kisi bhi tarah ke ad show ni hote jis se users ko koi pareshani nahi hoti aur wo aasani se online chating ka maza le sakte hai. Whatsapp ko use karne ke liye 3g internet ki jarurat nahi padti ye 2G internet me bhi acche tarike se kaam karta hai. Ab me aapko bata...

WhatsApp Online Aur Last Seen Status Hide Kaise Kare Puri jaankari Hindi Me

Image
Kabhi-2 aap nahi chahte ki aapke whatsapp friends ko pta chale ki aap online ho ya kuch der pahle online huye the, WhatsApp last seen status hide karne ka option to official WhatsApp me mil jata hai lekin WhatsApp par online status hide karne ka option whatsapp me nahi aata hai. Lekin main aapko batane ja rha hun ki kaise aap whatsapp online status ko hide karke apne dosto ki nazro se bach sakte ho. Iske liye aapko whatsapo ki nodded apk install karni hogi, uske baad aap online rahkar kisi se bhi chat kar sakte ho baki dosto ko iske baare me jankar nahi hogi ki aap online ho. Android Phone Ki Battery Life Kaise Badhaye Puri jaankari Hindi Me aap last seen, typing aur blue ticks bhi hide kar sakte hai, fir aapka whatsapp account puri tarah private ho jayega koi aapko msz karga aur aap usko padh lenge to bhi msz karne wale ko pta nahi chalega ki aapne msz padh liya hai. Online Status Hide Kaise Kare WhatsApp Par :- 1. Sabse pahle WhatsApp ki modded apk download ...

WhatsApp Ki Poori Jankari Hindi Me

Image
Whatsapp sirf india me hi nahi poore world me sabse popular instant messaging social app hai, aap WhatsApp par text messages ke alawa photo, video aur documents send kar sakte hai iske alawa whatsapp free voice calling ki bhi suvidha deta hai. Is post me whatsapp ki id banane se lekar whatsapp kaise use karte hai puri jankari Di ja rahi hai, WhatsApp dino din apne features ko improve karta ja rha hai aur naye features jod rha hai. Agar aap apne dosto se pahle WhatsApp me add hone wale new features ka maza lena chahte hai to ye post padhe. Whatsapp ko aur bhi behtar tarike se use karne ke liye main much tricks bhi bataunga jo shayad aapke kaam aayegi. sabse pahle whatsapp trick hai ek hi mobile me 2 WhatsApp account use karne ki jiksi help se aap ek phone me 2 number se whatsapp id bana sakte hai. Ek Mobile Me 2 WhatsApp Kaise Chalaye jab aap WhatsApp use kar rahe hote ho to aapke dosto ko pta lag jata hai ki aap online ho, lekin kabhi-2 aisa b...

Android Phone Ki Battery Life Kaise Badhaye Puri jaankari Hindi Me

Image
Mobile phone aajkal chote se lekar bade har aadmi ki pahli jarurat ban gaya hai, technology ne humari life ko bahut hi aasan bana diya hai. Pahle jo mobile phone use karte the unse sirf call aur SMS ki suvidha ka labh utha sakte the lekin Android oprating system ne mobile phones ke duniya ko hi change karke rakh diya, aajkal smartphone me internet ke madhyam se bahut kuch sambhav hai. Lekin jyada features, badi screen, wifi, bluetooth, internet connectivity in sab ki wajah se Android smartphone ki battery life jyada nahi chal pati jo humare liye pareshani ki baat rahti hai. Yaha me aapko kuch tips batane ja rha hun jinki madad se aap apne Android Phone Ki Battery Life ko badha sakte hai. 1. Usage Ko Kam Kare - Waise hum smartphone rakhte hi uske features ko use karne ki liye hi hai to kam usage kaise hoga, lekin jo application aap use nahi karte ho use Uninstall kar dena chahiye kyoki applications background me run karti rahti hai aur aapke phone ki battery kam karti hai...

Truecaller Se Naam Aur Number Kaise Hataye Puri jaankari Hindi Me

Image
Jab koi truecaller par aapka number search karta hai to usko aapka naam aur personal details pata chal jati hai. Kya aap apna naam aur number truecaller se hatana chahte hai, Agar ha to dosto me aapko batane ja rha hun ek simple si trick jiski help se aap apna mobile number aur name truecaller se remove kar sakte hai. Maine khud is trick se apna mobile number truecaller se remove kiya hai. Truecaller ki list se apna number remove karne ke liye sabse pahle aapko apna truecaller account delete karna hoga, niche truecaller account deactivated karne  aur truecaller se naam hatane ki poori jankari di ja rahi hai. Truecaller Se Number Kaise Remove Kare :- 1. Apne mobile me truecaller app download karke open kare. 2. Left side me circular image icon par click kare. 3. Setting button par click kare. 4. Ab support option me jakar about par click kare. 5. Niche Deactivate account par click karke YES ke option par click kar de. Free mob...