Posts

Showing posts from November, 2016

Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa...

Microsoft MS Word Ka Full Introduction

Image
Aaj mai aapko Microsoft word ka introduction hindi me dunga aur sath hi sath iske kuchh keyboard shortcuts bhi janenge.aapne microsoft word ka naam suna hi hoga iss software ki jankari rakhna bahut jaruri hai kyuki iska upyog bahut jada hota hai.Iska upyog school,collage badi-badi companies aur office work me karte hai.Ise sikhana aur chalana bahut jada simple aur easy hota hai. Microsoft Word Kise Kahate Hai Also Related Website Kaise Banatey Hai  Aur Kyu Ghar Baithe Online Mobile Recharge Kaise Kare  Microsoft Word Kise Kahate Hai Microsoft word microsoft company dawara banaya gaya ek software hai.yah Microsoft office packaing software ka ek hissa hai.Iska upyog ham text editing me karte hai.Ise ham MS-word bhi kahate hai. Iske istemal se ham text se related koi bhi kam kar sakte hai jaise resume wagerah banana.samay-samay par microsoft word ke naye-naye version ate rahate hai kuchh version jaise Microsoft 2003, Microsoft 2007, aur Microsoft 2010 ha...

Online Taxi Booking Kaise Kare English Me Help Se

Image
Dosto vartman yug internet ka yug aaj ke internet ke yug ne hmari life ko bhut eary bna diya he. Aaj ham internet ke dvara hmare kai important kam ghar bete hi kar sakte h Es internet ke dvara kai kam aasan ba gye he lekin ham me se bhut logo ko eske bare pura gyan nhi hota or ham eska pura laabh nhi uta pate. Aaj me aapko esi vajah ke karan aaj btane ja rha hu ki ghar bete taxi servic booking kese kre. Aajkal taxi booking seva online uplabd karane vali kai companya he jo ye suvidha pradan karti he me aapko mu rup se 3 ke bare me btaunga. Also Related SBI ATM Debit Card Online Apply Kaise Kare Online Shopping Kaise Kare Aur Kiss Website Se Kare  Booking karne ke liye kya hona jruri Hai Taxi book karne ke liye hmare pass ek android smartphone or internet data or mobile ka location on hona jruri he. Or jo company he service deti he unka apps hmare pass Install hona jruri he. 1. Ola Cabs Yah bharat me taxi suvidha dene vali main company he. ...

SBI ATM Debit Card Online Apply Kaise Kare

Image
Banking Jab se Online ho jaya hai Costumer ko New Services Mil rahi hai. Online Banking se Hamare kari work Simple ho jaye hai. any Banks Bhi hame New Future Provide kar rahi hai. Is Article me Aap Janenge Ki SBI ATM Debit Card Online Apply Kaise Karte Hai. ATM Debit Card Kya Hai ? Agar Aap Bank Se jude hai To Aap ko Pata hoga Ki ATM Card (automated teller machine card) Kya hai. Dabit card Ya ATM Aisa Card Hai Jisaki madad Se Aap Kahi Se Bhi Apane Bank Account Ki Services Pa Sakte hai. ATM ya Debit Card hame apane Bank Account se Moany transfer , Online Statement , Cash Withdrawal .. any more Work sakte hai. Also Related Aadha Card Me Name, Address, Mobile, General, Kaise Sudhar Kare Online Shipping Ki Jankari Aur Website ATB Debit Card Se Kya Kar Sakte Hai ? ATM Cum Debit Card Se ham Kai Work Kar Sakte hai. Iske Liye Hame Bank Me nahi Jana Padta But ATM center Se Bhi ham ye Work Kar sakte hai. Cash Withdrawal Reserve kare. Fast Cash : jyada pa...

Online Shipping Ki Jankari Aur Website

Image
ek jamana Tha Jab ham kisi bhi Chij Ko Kharidne ke Liye chalkar Shop tak jate the. aur hamare aaspas shop ( dukan ) Bhi kaha thi, najdik koi sity me jana padta tha. aaj ham kahan se kahan tak aa gaye ? kisi bhi chij ko ham ghar baithe Online Shopping karne lage. Aaj ka yug computer aur internet ka yug hai. aaj kal sare kaam internet ke madyam se hote hai. Aaj bijli ke bills ,online form, doctor ki salah, online education, etc. kahne ka matlab jada se jada kaam internet se hote hai. Ab Online Shopping Bhi hone lagi hai. Online Shop me aap Internet ke Madyam Se Jud sakte hai. Isake Liye Aapko Kahi aur jane Ki Jarurat nahi hoti hai. Kai online product provider Website hai Jahan Aap kisi bhi chij Ko buy Kar Sakte hai. paise bhi aap Debit Credit card se online De sakte hai. aapki pasandida chij aap pa sakte hai. Also Related Smartphone Ke All Sensor List with Android CV AndCV And Resume Me Kya Anter hai  Real market place vs online shopping : Online sh...

Smartphone Ke All Sensor List with Android

Kya apko pta hai apke mobil me kon kon se Sensor hai. Agar nhi pta ho to app is post ko pura padh kar Aur Samjh Sakte hai ki Smartphone Me Kitne type ke sensor hote hai Aur apke mobil me kon kon Se Sensor Ke Feature Available hai. Sabse phele apko samajhne ki jarurat hai ki sensor kya hai Aur Ye kaise work Karta hai. What is Smartphone Sensor: Smartphone Me Sensor Ek Tarah Se Feature Work karta hai Ya Esa Kahe ki Ek Sensor Me Ek alag hardware & Program hota hai Aur usse New Smartphone Me New Feature add hota hai. Smartphone Me Alag alag type ke sensors hote hai aur unke baare me hum jante hai Smartphone Sensor List Smartphone Me Alag alag type ke sensors hote hai aur unke baare me hum Neeche Samajh Sakte hai Accelerometer Sensor: Jyadatar Smartphone Me Accelerometer Sensor hota hai. Iska andaja is Iske work se laga skte ho. Jab apka Mobil Auto Rotate Karne Par automatic Rotate hota hai. Uske liye Accelerometer Senseor Work karta hai. Normally Sabhi Smartphone...

Google Adsense Ke Policy Violation Se Bachne Ki 11 Best Tips

Image
Google adsense ki policy proccesses bahut strong hai or aapki jara si galti aapke adsense account ko banned, block ya disable karwa sakti hai. Main adsense ko secure or safe rakhne ke bare me pahle bhi post likh chuka hu. Today, main aapko some most important adsense policy violation ke bare me bta raha hu jinki wajah se jyadatar logo ke adsense block ho rahe hai. Is post me btayi tips se aap google adsense account ki good standing banaye rakh sakte hai. In post me btayi adsense policy violation sabhi adsense users ke liye most important hai. Agar aap inme se koi bhi mistake kar rahe hai to jaldi hi aapka adsense account block ya banned ho sakta hai. In tips ko follow karke aap apne adsense account ki safety banaye rakh sakte hai or long time tak adsense se connect rahe kar good earnings kar sakte hai. In my experience, google adsense ki policy violation se bachne ke liye sabse important tips hai aapko adsense ke sath family friendly rahna chahiye. I mean aapko adsense ...

CV And Resume Me Kya Anter hai

Image
Dosto CV Aur Resume Ka to apne Suna hi hoga. Study Complete Kar Ke Jobs Ki Interview Ke Liye CV Ya Resume Ready Karna Padta hai Aur us Interview Ko Dena Padta hai. Par Kya app Jante hai In Dono Me Bhi Anter hota hai. Jo Ki Shayad apko Nhi pta hoga. Jobs Ke Liye Banaya Resume Me Apni Sabhi Detail , Study Detail , Experiance Etc. hota hai. Aur Ye Banana Jaruri Bhi Hota hai.Toh Hum Apko Inme anter ke Bare Me Bataate hai What Different CV And Resume: CV Aur Resume ki Size ( Lenth) Me Bhi Anter hota hai. CV Me Kuch Aur Printed Hota hai Resume me Kuch Aur Printed hota hai. Inhi Printed Word Ke baare me Janenge Also Related  New Mobile Ya New Laptop Lete Samay Rakhe In Baato Ko Dhyan Facebook Page Kya Hao Facebook Page Kaise Banaya jata hai CVCV ( Curriculum Vitae): Jaisa Ki App Sab Jante hai CV Ki Full Form Curriculum Vitae Hoti hai. Inme Apki Skills , Aur Un Skill Se Judi Hue Experience , Provide Hota hai. CV Me Jyada Word hota hai Esliye Ye Re...

Computer Me Folder Icon Kaise Change Karte Hai

Image
Regular computer user ke liye computer ki Lagbhag Sabhi Tricks and tips ke bare me bata hona chahiye aur samay samay Par usko New Tricks Ke Bare Me pta chalta rhe to computer user kabhi Bor nhi hoga.  Esliye Ek Choti Si Trick ke Sath Hum Fir se hazir hai Aur Is Tricks Me hum apko computer folder ke ICON ko change karne ke bare me batayenge. jisse Default Yellow Colour Folder hota hai usse kuch new kar sakte hai.      Also Related   New Mobile Ya New Laptop Lete Samay Rakhe In Baato Ko Dhyan Ye Small si Trick hai jo apko Bor nhi hone degi. How to change Computer folder Icon Computer Me Folder ko Ek Box tarah ka hota hai jisme hum Kisi bhi file ko store karte hai. Ya ese kahe ki Ek Case hota hai jisme file rakh sakte hai. Folder Ka ICON Default Yellow Hi Hota hai. Change Folder ICON In Computer: Default colour Yellow se apko Kisi colour me change krne ke liye sabse phele Folder ko select karna hoga Hum Chahe to folder ki ICON ki...