Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch

Image
IMDb Rating: 6.7/10 Genre: Action, Drama, Sports Director: Karan Malhotra Release Date: 14 August 2015 Star Cast: Akshay Kumar, Jackie Shroff, Sidharth Malhotra Movie Story: Two estranged, street-fighting brothers square off against each other in a mixed martial arts tournament. Brothers 2015 Full Hindi Movie Onlin Watch Brothers 2015 Full Hindi Movie Online Watch || Download Via Single Links Size 1.2Gb || Tags : movierulz, tamilrockers, mp4moviez, bolly4u, tamilyogi, filmywap, 9xmovies, khatrimaza, moviesda, 7starhd, tamilgun, jio rockers, moviezwap, worldfree4u, movierulz ms, klwap, world4ufree, khatrimazafull, fzmovies, tamilrockers co, moviescounter, movies counter, 9kmoviestamilrockers 2020, coolmoviez, mp4mania, tamilrockers latest, tamil hd movies, dvdvilla, jio rockers tamil, a2movies, movies ki duniya, movierulz pe, foumovies, movierulz pc, tamilrockers website, tamilrockers hd, filmy4wap, movie 4 me, ssr movies, yify movies, worldfree4u movies, coolmoviez net, filmywa...

Smartphone Mobil Ko Hang Hone Se kaise Bachaye

Hello Dosto, Agar app Smartphones User Hai to Apko Bhi Mobil Hang Hone Ki Problem Jarur Aati hogi. Mene Chote Smartphones Se Leker Bade Smartphones Upyog Me Liye hai Par Kuch Kamiya Reh Jaati hai Jinse Mobil Hang Hone Lag Jata Hai. Mobil Me Hang Ki Problem Dur Karne Ke 7 Tips Share Karne Jaa Rha Hu. Jisme App Puri Tarah jaan Payenge Ki Smartphones Ki Problem Kaise solve Ki Jaa Sakti Hai



INTERNAL MEMORY :

Smartphones Me Internal Memory Limited hi aati hai For Example 8 GB internal Memory Wale Mobil Me apko Space Ke Liye 5-6 GB hi Reh jata hai Baki ka to Systems Application Se Kam ho Jaata hai. Isliye apko Internal Space ko Adhik Se adhik Khali Rakhna Chahiye. Agar internal Space Nhi hoga to Mobil Hone Ki Problem Ho Sakti hai Esliye Apko Internal Kam se Kam 25% Khali Rakhna Chahiye






Application Installed :

Kam Rom Aur Ram Wale Mobil Me Jyada Application Installation Karna Mobil Ko Hang Kar Sakta Hai Application Install Karne Se Space Bhi Kam Hota Hai. Isliye Apko Ese Application Jo Apke Work Me Nhi Aate Unko Uninstall Kar Dene Chahiye Jisse free space bna Rahe , App Jarurat Wale Application Ka Setup File Memory Card Me Save Karke rakh Sakte Hai Jisse Jarurat Padne Par Install Aur Uninstall Kiya Jaa Sake





Uninstall Third Party Application

Mobil Hang Problem Ko Fix Karne Aur Ram Clear Ke Bahut se Third Party Application Aati Hai Wo Application Mere Nazar Me Mobil ke Hang Hone Ka Ek Karan Hai Kyu Wo Application Me Advertising Aate Rahte Hai Wo Bhi Mobil ko Hang Karte Hai Agar Apke Pass Koi Aisa Application Hai to App Bhi In application Ko Uninstall Kar Mobil ko Fresh Kar Sakte Hai. Ye Applicaton Smartphone Ki Battery Bhi Kaafi Spend Karte hai






Application Move To SD Card :


Ye Move To SD Ka Option To Apne Mobil Me Dekha hi hoga Is Function Se App Apni Android Application Ko SD ( Memory Card ) Me Transfer Kar Sakte Hai. Jisse Application Data Internal Se SD Me Aa Jata hai To Mobil Relax Hone Lagta hai
Isse Smartphone Hang Problem Fix Ho Jaati hai






Clear Application Data :


Smartphones Me Sabse Jyada Space Uski Application Leti Hai Jo ek Hang Hone ki Badi Problem Hai Big Application file Jaise Whatsapp , Facebook , Twitter Sabse Jyada Data Rakhti hai Me Apko Guidance Dunga ki App In Application Ka Data Samay Samay Par Cleat Karte Hai Jo Ki App App Info Ke Button Par Jaakar Kar Sakte Hai Whatsapp Me Data Uske Msg Aur Audio Video Leti Hai Audio Aur Videos Ko SD Card Me transfer Kar Sakte Hai Aur Whatsapp Ka Backup Leker faltu Msg Ko Delete Kar Sakte Hai Jisse Mobil Me Hang Hone Ki Dikkat Nhi Aati

Whatsapp Installation Time 20 MB Tak Ka hota hai Uske Bad Usme Msg Data Badhne Ke Sath 300 Mb Tak Bhar Jaata hai Jisse Internal Space Par Fark Padta hai





Orignal Charging


Ye word Sunkar App Shock Mat Hona Ye Ek Fact Hai ki Hame Mobil Ka Original Charger Hi Upyog Me Lena Chahiye Jisse Jisse Mobil Ka Hardware Par Load nhi Padta Aur Mobil Me Hardware Ki Koi Problem Nhi Hone Ke Karan Mobil Me Hang Hone Ki Problem Nhi Hoti Hai. Apne Bhi Kabhi Gaur kiya Hoga ki Smartphones Me Local Charger Lagane Par Smartphones Hang Ya Automatically Work Karne Lagta hai. Aur Ye Problem Create Ho Jati hai

Smartphone Ki Life Bachane Ke Liye Orignal Charge Bahut Jaruri hota hai






Commands One By One


Smartphone Apki Ungliyo Ke Ishare Par Chalte hai Aur Ham Ungliyo Ke Jariye Usko Command Dete hai Kabhi Kabhi Ese Hota hai Hum Ek Sath Jyada buttons Ya Touch Buttons Dene Par Mobil Kabhi kabhi Apni Phele Command Par Fasaa reh Jaata Hai aur Mobil Hang Ho Jaata Hai Ye Bhi Trick Apko dhyan Me Rakhni padegi aisy Situation Aane Par Apko Wait Karna Chahiye Jisse Mobil Hang Free Hoker Apne Action Me Aa Jata Hai
Smartphone Mobil Hang Problem app Is Tareeke SE Fix kar Sakte hai. Ye tareka Apke Smartphone Ki Life Ko bhi Save Karenge..
To Dosto Umeed Karunga ki Ye Post apke kaam Jarur Aayenge…

Thanks for Visiting…

Comments

Popular posts from this blog

The Predator (2018) Download Dual Audio Hindi 300MB HD 480p 720p Mo

Bina Mobile Number Ke WhatsApp Kaise Banay Jata Hai Whatsapp Ko Vip International Number Se Kaise Jode

What is Aadhar Card Aadhar Card Kaise Banaya Jata Hai